Mokhtalif stretegy k nuqsanat bi hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mokhtalif stretegy k nuqsanat bi hain.
    Aj apko aik bahut ziada positive point betata hon forex trading k related k agar ap mokhtalif traders ki stretegy ko use kro gy trading k doran to us ka ap ko loss ho sakta hy ,achi trading k liy ap ko chahiy k ap sirf aik hi stretegy p mehnat kro aur main ziada sy ziada knowledge hasil kr k us ko amml main lao agr to wo ap ko trading main positive result dy rahi hy to ap us stretegy ko na chhoro aur agar to ap ko us stretegy sy ziada faida ni mil raha to phr ap koi aur kamyab trader ki stretgy ko pakar k us ko follow kro ta k ap ko faida ziada rahy nuqsan km ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friends app ko pata hy ay din strategy change newbies and immature trader kerty hain aor un ko loss b hota hy professional trader her roze strategy change ni kerta bhai jaan app aik strategy achi sy bina k us pe trading kery
    • #3 Collapse

      Setretegy ko change krty rehna koi positive cheez ni hy ap aik kamyab streregy ko apnao aur usi ko trading main lago kro jaisy ap ny kaha k ziada sy ziada strategy sy ap confused ho sakty ho is liy aik hi strategy ko ly k chalo kio k aik sy ziada kashti ka sawar kaheen ka ni rehta aur doob jata hy
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        g bhai ap ny bilkul sahi kaha hy k jab bhi trading ki jaye kisi bhi pair py to aik hi strategy ka istemaal kiya jaye keun k aik trade mein mukhtalif strategies ka istemaal nuqsaan deh ho sakta hy aur iska result bhi loss mein hi ho ga

        اب آن لائن

        Working...
        X