Trade slowly karen but wisely karen then success achieve hogi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade slowly karen but wisely karen then success achieve hogi
    Dear friends humey jazbaati nai hona chaiye apni kisi b trade k maamley mei humay sabar se kaam lena chaiye achay analysis karen news ko dekhen aram se trade karen sab kuch dekh kr jaldi na karen wisely ap trade karen zaroori nai hota k har time he trade ki jay wait karen patience rakhain jab ap asi trades karen gay planning k saath tab ap success ko achieve ker len gay
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bohat acha kaha ap ne humey trading mei jazbaati nai hona chaye slow slow trades len takay ap ko achi tarah analysis kerny mei judgement kernay mei kisi b tarah ko koi b mistake na ho tabhi ap achi success le sakogay jo ap ne word use keya k wisely trade karain samjhnay walon k liye ye baat bohat he ehmiyat ka haamil ha kyun k humey analysis bohat careful kernay chaiye jab hum care se achay analysis karen gay then humari trading mei perfection ay gi aur success asaani se achieve hogi
    • #3 Collapse

      Yes bro main aapki baat se agree hn aap ne theak hi kaha hai slowly trades hamen bahot acha profit de jati hain isliye hamen aqalmandi se aur behtar tareqe se apni trades ko run krna chahiye ta k ham apni trades ko better run kr saken isliye hamen apne account ko big lot se run ni krna hai q k agar ham aisa kren ge aur market hamare against challi givto hamen kafi loss ho sakta hai isliye hamen chahiye k ham apne account ko small lot se hi use kren
      • #4 Collapse

        G han bhai ap ki bat yhek ha hume is main menat k sayh kam krna chaiye ye hamre sab se acha business hai is business main practice bohathi lazmi hai
        • #5 Collapse

          Trades open karny se pehly market ko analysis karny key ley koch time spend karna chaye es se traders asani se market conditions ko judge kar sakty hey aur agar traders jazabat ko control nahi karty aur sabar nahi karty to esy traders jaldbazi me koch trades esy open kar lety jo us ka account wash kar sakta hay.
          • #6 Collapse

            g dear aap nay bilkull sahii baat kii hay kay trade ho aap beshak slowly start kerain aaram say hotay lots ki trades lagain lekin wisely aqalmandii say soch samajh ker lagain ager aap sochay baghair tukkay per ziada earn ker bhi lain to iss ka koi faida nahi ager aap apni soch say choti lot per bhi achi trading kerain to wo best hay
            • #7 Collapse

              Dear forex trading par kabhi bhi jald bazi se kam nahi karna chahiya balky achi taraha forex ki market ko analysis kar ky or sabr ka sath forex par trading karni chahiya.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                hum jab trade karty hain to is main practice kar kay achy say ana ho ga low risk main kam karna ho ga jis say market ko understand karna kafi best ho sakta hay humain low risk main kam karna ho ga jis say market ko smjhna humary liye asan ho skta hay magr success hasil karny kay liye humain practice karna must hota hay
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                اب آن لائن

                Working...
                X