Professional traders are not emotional traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Professional traders are not emotional traders
    Dear friends professional traders ki kamyabi k pechay onkay kuch secrets hotey hain jinn secrets mei sab se barra ye secret b hota ha k wo emotional nai hotey wo emotions ko apny se door rakhtey hain kyon k wo iss wajah se kamyab hotey hain k wo trading ko best se best kernay k liye hardworking kertey hain sirf focus kertey hain apnay best analysis pe issi wajah se wo success hojatey hain ap b apni trading se emotions ko door rakhen aur skills hasil keren knowledge haasil kerk kaam karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai jo professional trader hote hain woh market ko Aise Hamari Tarah emotional Hoke trading nahi karte ho Hum Bahar bucket trading Karte Rehte Hain aisa nahi hota Barkat ki movement Ko Dekhe trading karna chahiye aur ek time of select karna chahiye aur uske baad aap trading Karenge toh aapko Mere Salman lost nahi hoga cprofit ho sakta hai Kisi treading Nahi Ki Ja sakti
    ALWAYS BE HAPPY
    • #3 Collapse

      Professional traders kabhi b emotions k saath trading nai kertey onky experience pe ye baat shaamil hoti ha wo jantey hotey hain k emotions unki trading k dushman hain greed unki dushman ha ye cheez wo apni trading se door rakhtey hain phir yehi wajah hoti ha onki kamyabi k wo asay emotions ko trading se out rakhtey hain kyon k wo ehad kertay hain apnay discipline ko saamney rakh ker trading mei chaltey hain aor kamyabi le jatay hain
      :p Yes You Can Do :p
      Honesty + Sincerity = Prosperity
      • #4 Collapse

        Jee bhae ap nay bilkul theek kaha hai forex main professional traders kabhe bhe greed nahe ho sgty hain koin k wo apni basic pay tawaja dity hani our un ki basic strong hoti hai wo na to money maangement ko chorttay hain our na he greed main aa k trade kerty hain humesha rules ko her section main follow kerty hian
        • #5 Collapse

          Aslam o alikum Dear friend apny such bola hey
          • #6 Collapse

            brother aap ki baat bilkul theek hai aik professional trader kabhi bhi emotional nahi hota balkeh yun kehna behter hoga k koi bhi professional chahy wo player ho ya businessman kabhi bhi emotional nahi hota balkeh apni skills pay depend kerta hai yehi uski kamyabi ki reason hoti hai. Professional log na to profit pay aur na hi loss pay emotional hoty hain wo sirf aur sirf apny kaam pay dhyan dety hain jis ki waja se kamyab ho jaty hain.
            • #7 Collapse

              Dear forex trading par professional trader iss liya kamiyab hoty hain q ka woh kabhi bhi forex par emotion ka sath trading nahi karty hain balky sabr ka sath sakoon se trading karty hain.
              • #8 Collapse

                Yes sir forex trading business main professional trader apnay greed and emtional ko control kar kay hi banta hay, jo trader loss ki waja say emotional ho jatay hian wo mostly trader loss kartay hain, es liay low risk per trading karnay say emotional per control karnay main help milti hay. jo aik professional trader mainhona zaroori hay.
                • #9 Collapse

                  Jee bhai aisa he hai jo good trader hota hai wo emotions free ho kar trading karta hai wo kabi greed nae karta isi liye successful hota hai kiyun kay wo trading kay loye bohat hardworking karta ha agar ham bhi trading main good hona chahty hain to mehnat karna hogi learning hmari trading ko bohat acha bna sakti hai is say na sirf knowledge increase hota hai balky experience bhi gain hota hai jis sy analysis achy hoty hai jo trading main bohat helpful hain
                  • #10 Collapse

                    market main kam karny laiye huamin active ho kar kam karna ho ga kun kay is main perfessional ho kar kam karna hota hay emotional ho kar kam karny walon ki market main koi jaga nai hota hay humain practice kar kay achy say kam karna ho ga ta kay trade ko understand karna kafi asan ho sakay or loss km ho skay
                    • #11 Collapse

                      G han ap ne bilkul sahi kaha hai ke professional traders ho hote hain wo traders kabhi bhi emotional nahi hote hain kyun ke emotions ko ap ke account ko ase kha jata hai jese aag lakri ko kha jati hai is liye don't be emotional in forex trading business.
                      • #12 Collapse

                        yes brother ap ne bilkul thek kaha hai aik professional trader apny emotions par qabo karna janta hai or pahly yehi sekhta hai forex me lalchi pan or loss ka dar or los sho jany ki surat me hawas kho jana or parshani me aa kar ghalt faisly kar lena ye sab forex me nuqsan ka sabab banty hain forex me apny kam par focus karny k lye apny emotions par control karna boht zarori hota hai
                        • #13 Collapse

                          market main emotional ho kar kam karty hain to kafi risky hota hay is main hard work kar kay ana ho ga jis say market ko smjhana huarmy liye kafi asan ho sakta hay is main perfessional ho kar kam karna parta hay jab ja kay market ko understand kar sakty hain emotional ho kar kam karna risky hay
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
                            Dear friends professional traders ki kamyabi k pechay onkay kuch secrets hotey hain jinn secrets mei sab se barra ye secret b hota ha k wo emotional nai hotey wo emotions ko apny se door rakhtey hain kyon k wo iss wajah se kamyab hotey hain k wo trading ko best se best kernay k liye hardworking kertey hain sirf focus kertey hain apnay best analysis pe issi wajah se wo success hojatey hain ap b apni trading se emotions ko door rakhen aur skills hasil keren knowledge haasil kerk kaam karen
                            professional traders trading karte huye kabhi bhi emotional nahi hote Kyun Ke unko Pata Hai K trading and profit your loss on Si Baat Hai Aur bolo Sonu Se Kabhi Bhi Nahi pyar karte hain aur losco part of trades Milte Hain
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              emotional ho kar kam karty hain to kam karna kafi best ho sakta hay agr is main hard work kar kay achy say ana ho ga is main knowledge ho gi ta kay market main achy say ana ho ga is main perfessional ho kar kam karty hain to hi achi earning hasil ho sakay leraning ki base say hi market ko smjhna ho ga
                              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X