Laptop trading vs mobile trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Laptop trading vs mobile trading
    Trading donon main ho skti hai lekin mobile is ley bhtr hai koun ke is ko carry Karna asan hota hai ap is ko kahen bhi le kar ja skte ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend hum trading laptop par aur mobile par bhi kar sakty hain but mobile par yeh ziada bahter hy as sy hum kahen bhi ly ga sakty hain aur as par trade kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Aslam o alikum and happy eid mubarak to all our sweet instaforex friend trading karny kaliya mobile use kary mein khud be trading karny kaliya mobile use karta ho kio k is mein asani hota hey laptop pa be trading kia jata hey liken laptop pa tora mushkal parta hey use with mobile
      • #4 Collapse

        Apki bat bilkul thek hai laptop bhi aisa hai jis ka moqabla mobile se nai kia ja skta koun ke mobile aik bat hi asani se kahen bhi le kar jaia ja skta hai aur is per ap har time market ke sath up to date raha skte hein
        • #5 Collapse

          Dear ap forex trading ko mobile se bhi kar sakty ho or laptop ya computer se bhi kar sakty ho.Mujha zada maza forex trading karna ka laptop par ayata hai iss liya main zada tar laptop par trading karta hoon.
          • #6 Collapse

            Brother forex trading main trade mobile or laptop kisi per bhee ki jay best hay, but mobile ki nisbat laptop per trading karna zaida best hay because laptop per mt4 aik good treeqay say open hota hay, and es main indicator bhee use kar saktay hian. mobile ki nisbat say.
            • #7 Collapse

              Trading us per asan hoti hai jis per apki easy approach ho aur jitny bhi hein in sb se zaida best mobile hi hai jis per ap trading karny ke ley bahat easy hoty hein koun ke yeh asani se kahen per bhi le kar jia ja skta hai
              • #8 Collapse

                in main kam karny main koi ziada frak to nai hay humain mobile main b trade karna hoti hay or laotop main b kam karna hota hay is main b yani mobile main meta trader four ko use karna hota hay jis say humain market main order ko place karty hain to laptop main b meta trade four ko use karty hain
                • #9 Collapse

                  han g ye bat to ap ki thek hai k ham mobile ko har jaga apny sath ly ja sakty hain mgr trading k lye market ko analyse karna boht zarori hota hai or market charts ko analyse karna boht zarori hai or market charts ko ham mobile par behtar tariky se analyse nhi kar sakty balkah es k lye laptop ho big screen ho to us se ham ko faida ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
                    Trading donon main ho skti hai lekin mobile is ley bhtr hai koun ke is ko carry Karna asan hota hai ap is ko kahen bhi le kar ja skte ho
                    Mere Ghar Mein mobile par training karna Jabbar Ehsaan kar baithe hai kyun ke mobile Ko Hum Kahi bhi Lekar Ja sakte hain portrait kar sakte hain Jab Ke PCO se laptop Ko Hum Har Jagah nahi Utha Sakte
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      is main boht say log kam kar sakty hain humain is main laptop main kam karny main b same wohi prcedure ko use karna hota hay or isi traa hum jab mobile main kam karty b hum is main mteatrader four ko use karty hain jis say market main kam karna humary liye kafi best ho sakta hay achi earning hasil ho gi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        laptop main kam karty hain to kam karna kafi acha hota hay or hum mobile main kam kar sakty hain is main koi ziada frak nai hota hay kun kay in main same kam hota hay is main hard work kar kay achy say aa ho ga ta kay kisi b device say kam karna huamry liye asan ho sakay ta kay loss km say km ho skay
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X