Kisi kay mashwaray per amal karnay per ussay blame karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kisi kay mashwaray per amal karnay per ussay blame karna
    Dear brothers aap aap kisi se mashwara letay hain forex kay related aur aap ko uss mashwaray ki eajah se loss ho jata hai tou aap uss ko blame na karain balkay aap ko khud bhi uss mashwaray ko confirm kar kay trade karni chahyea aur uss per analysis karnay chahyeain aap iss per kya comments kartay hain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mery khyal main humain khud hi kam karna ho ga kun kay agr hum khud is main active ho kar kam karty hain to humain achi earning hasil ho sakti hay so practice kar kay achy say kam karna ho ga kun kay apni knowledge say hi jitna kama sakty hain to kisi or ki help say kam karny main kafi risk hota hay
    • #3 Collapse

      market main kam karny kay liye humain kafi mehnat say ana ho ga kun kay mehnat kay bgyr hum kuch hasil nai kar sakty magr is main khud active ho sakty hain magr kneoledge ho gi to hum market main kam kar sakty hain demo ko use karna ho ga kun kkay demo ka use karna kafi best hota hay
      • #4 Collapse

        jab hum kisi se mashwara laite hai loss new banday ki wajah se hota hai achay or buray log hote hai new logo ko pehchanay main mushkal hoty hai agar aap ne mashwara laina hai to ek banday k pichay na paray raha karo 4+ logo se mashwara lelia karo phir faisla apny marzi se kya karo yeh seb se best hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          han dear main ap ki bat se agree hoon k ager hum kisi dosray aur senior trader se trading k about mashwra kertay hain to us per wase he amel na krain belke khud b Forex market ka analysis ker lain ager ap ne kisi k kehne per trade ker he li hay aur phir is main loss b ho jay to us ko blame dane ki zroorat ni hay kuin k Forex main 100% profit k chances ni hotay.

          اب آن لائن

          Working...
          X