lot size kia hai forex trading mein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size kia hai forex trading mein
    hello dosto lot size kia hai forex trading mein is per hum baat karay gay currency trading lots ki shakal mein hoti hai lots base currency k units per mushtamil hoti hai zaida tar broker 3 tara ki lots trading k liaye dety hai standard lot jo k 100,000 ten thousand 1 lac units ki hoti hai, mini lot jo k 10,000 ten thousand units ki hoti hai, micro lot jo k 10, 000 se kam units per mushtamil hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul ap ny lot aur lot size ka bohut hi acha khulasa kiya hy bilkul trader yahi lots hi istimal karty hain aur ye drust hain ap ki ata karda information har new trader k liye ek tohfa hy aur ye ek best thread hy kiyoun k itni bariki sy koi hi samjhata hy forex trading
    • #3 Collapse

      Jab ap kisi bhi pair main trade open kerty hain tou ap apny balance ky hisab sy jo lot size select kerty hain jesy ky agar lot size one dollar ki hai tou market movement per apko loss bhi per pip one dollar ka hoga ya profit hasil hota hai tab bhi apko per pip one dollar profit hasil hoga aesy main sirf thori si pips earn kerny per bhi acha khasa profit mil jata hai
      • #4 Collapse

        G brother ap ny bohot achi information sand ki hy k lot aur lot size trading main kia faraq hy aur hamary trader go hain woh ziada tar lot size main hy trade karty hain aur as main hi sab sy iada faida hasel hota hy as sy agar ap won dollar ki trade karty hain to ap ko loss bhi one dollar ka hi ho ga
         
        • #5 Collapse

          ye to appp un zeada deeply btaeaya hia normal lot size ke baat ki jeay to dosto us main lot size humean apny bonus account capital ko diekh k lagani chahy ager app forex main aik kamyaab trader banana chahty hain to money management rule ko follow kerna ho ga pher he us main app apna bonus safe ker k earning ker sago gay jo trader loss ka souch k trade lagata hai wo humesha success kerta hai
          • #6 Collapse

            hum jab market main lot ko set kar kay kam karty hain to hi achy say kam kar sakty hain humain high risk main kam karna hay to high lot size ko laga sakty hain is main ziada risk tb hota hhay jab ziada lot ko lagty hain kun kay humain aik hi minute main acha profit hasil ho sakta hay or loss b ho sakta hay&nbsp;
            • #7 Collapse

              Lot size ka bohat gehra taluk hai forex trading business me yani ke lot size ap ke account ko manage karne ke liye sab se main cheez hai kyun ke lot size se hi ap apna account manage rakh sakte hain us ke bina ap trading me kamyab nahi ho sakte hain.
              • #8 Collapse

                Lotsiz ayk mikdar hoti hy jis sy ap trade krty hy jo ap k profit loss ka saba bnti hy jitna profit losss hota y who lotsiz pr hi depend krta hy kitni bri ap lot siz lgaye gy utna hi zeada phr profit bhi hoga our losss howa to phr loss bhi zeada hoga
                • #9 Collapse

                  g bhai jan ap ne bilkul thek kaha hai forex me lot size k mukhtalif size hoty hain ap ne un me se 3 ko explore kar k share keya hai jo aksar newbies hoty hain wo lot size low rakh kar kam karty hain un k lye faida mand hai k wo lot size low rakh kar he hakm karain aor zyada risk na lein
                  • #10 Collapse

                    Dear friend gab bhi ap kisi trade ko opon karty hain aur os main apny balanse k hesab say trade karty hain agar as main ap ko one dollar ka profet hota hy agar asi hesab say ap ko loss ay ga to woh bhi one dollar ka hi hoga
                     
                    • #11 Collapse

                      thank you dear ap ne aik maloomati thread write ki hay mujay to pehle is k about koi knowledge ni tha main to chart ko dakh ker he trade ker lata hoon aur ab mujay is ka kuch pta chla hay aur all new members ko b zroor ap ki is thread se kuch knowledge zroor hasil ho ga.
                      • #12 Collapse

                        Dear lot size ap ko 1:50 leverage k hisaab se he mile ga aur mere khiyal mai ye risk free trading k liye boht he acha hai agar ap es mai smjh k kam karo gy tu ap ko acha reward hasil ho skt ahai aur ap boht he kam waqt mai es busienss mai apni mehant se boht he acha faida hiasl kar skte ho lehaza ap ko mehnat k sath he kam krna ho ga soo ap ko mehnat k sath he faida hasil karna ho ga lehaza ap ko es business mai seekh k aur smjh k kam karo...
                        • #13 Collapse

                          meray khyal me ap lot size se is tara ziada earning kr skte he, traders hmesha trading me bhee lot size hi use krte ur is sey wu kfi profit earn kr letay he.
                          • #14 Collapse

                            Aslam o alikum Dear lot size o hota hey jo trading karny time jo app rakty hey Koi 0.2 rakta hey Koi 1 lot rakta hey yani 1usd
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bahut useful information share ki ha ap nay lot size hum nay yahe suna ha k 0.01 ya 0.02 lot size slect krain. Meray khayal main jo hum trade open krtay wqt trade ka volume slect krtay hain k kiti bri trade lgani ha us hisab say lot size slect krty hain. Small lot ziyada useful hoti ha i think aur hamesha standard lot ziyada useful rehti ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X