Emotional control nhi to analysis bekar hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional control nhi to analysis bekar hai
    Dear members ma apko btana chahta hun ky emotional control bht zeyada important hai emotional control nhi to apka analysis indicator signals sub kch bekar hai aoko emotional control rakhna bht zarori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g ha dear analysis to her koi kar leta hai magar aun par sahe se amal koi ni karta kun k ap ne dekha ho ga k ais market ne move to kehe na kahe karna hota hai magar thora time lagati hai aor bandon ko confuse bhi karti hai agar hum sabar na kary gay to hum ko ais mai loss hi hota hai kun k hum log ais mai emotional ko control ni karty aor aulti trade laga dety hain.
    • #3 Collapse

      bilkul emotions per control nai hai to analysis b bekar ho jaty hai aur forex mein sb se bari baat yeh hi k sabar k sath kam karay aur wait karay sai entry ka.
      • #4 Collapse

        Yes brother your observations are good ma apki bat sy itfaq krta hn k forex trading ma emotions ka control bout important ha jb forex ma new log aty hn un logo ko rat o rat profit hasil krny ku jaldi hoti ha but trading ma ye mumkin ni ha aysa fqt us condition ma hota ha jb hm jaldbazi krty hn hmary emotions py control ni hota so dear agr hm log profit chaty hn tu hmain apny emotions py fully control kr k trading krni chaiy cool mind k sath trading best hoti ha
        • #5 Collapse

          Han g forex mein waqi agar ap k emotions control mein ni hain to koi faida ni aynalise karny ka aur nahi kisi indicator ki information ka kiyon k emotions hi sub kuch hain aur agar emotions par control ni hoga to humesha galat trads hi hoti hain is liye control on your emotions
          • #6 Collapse

            Emotions ko control kerna tou us waqat mushkil ho jata hai jab kisi open trade main apko kafi zyada profit hasil ho jaey aur apko same time main lag raha hota hai ky ab market isi direction main move kerti rehy gi aur ap zyada profit ky chakar main bari lot size sy trades open ker ky sara profit bhi loss main badal lety hain aur next open trade bhi loss main hi chalti rehti hai long time ky liay
            • #7 Collapse

              emotions ko kabo main kar kay kam karna ho ga jis say market ko smjhna humary liye kafi asan ho sakta hay is main analysis kar kay hi trade karty hain to humain achi earning hasil ho sakti hay is main agr success hasil karni hay to practice say ana ho ga kun kay jab hum low risk say trade karty hain loss km ho ga
              • #8 Collapse

                g sahi kaha forex me emotions pe control zaruri ha,aesy nhi hota k trade lgai or wo foran frofit de k close ho jae gi uska wait krna parta ha. jo khud pe control ni kr skra wo nuqsan uthata ha es se
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  g dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih tarders hazrat k lye hy kih trading kertey waqt apney emotions ko control or achi tarha apni posts ki quality ko dakhna chachye ta kih wo galat ya mistakes na hn is men or wo jb bhi trading kertey waqt trading karen to us waqt be cool or fresh mind ho ker trading karen ta kih achi earning ker saken............

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X