decisions must be taken swift and perfectly

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ap ka profit ap ke decisions per depend karta hai aur ap jesa decisions ho ga acha profit banaty hen ager ap aik acha decision nai lety to yeh apko kafi loss ki vaja ban jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Forex is very good business in the trading market . I know the fore4x market is best profit the department . so you real account is very risk .
      • #33 Collapse

        g bilkul ye baath bhi aap ki bilkul teek he oor me aap ki baath se mukamal thor pr ithafaq kartha hu q k trade me decision bohoth basic cheez he tho is leye ager hm trade laghathay waqath decesion he galat lenghay tho humay trade me profit nahi balke loss hi hogha is leye sahi decision lene k leye hamay bohoht practice karni hoghi
        • #34 Collapse

          yes ye sab planning se hi hotaw he , ap agar planning se work start nahin karo ge tu ap loss hi karo ge kiu ke binaw planing forex mein ap ki ko jagaw nahin... ;)
          • #35 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: getwork پيغام ديکھيے
            "your profit and your success in forex depends on only one thing which is your decision,if you take right one you will get money and success as well but if your decision is wrong you can not get any thing from them.if you learn it and do more practice you can take right and perfect decision"
            Ye baat bilkul thek hai k forex trading krte waqt ap ko strong or reafect faisle krne chahiyen,,us se ye ho ga k loss hone k chances bht km ho jate hain,,or ag hum ne forex main kamyabi hasil krni hai to hamain right time pe right desions krne paen ge nae to hm forex main kamyabi hasil nae kr skte,,i think pefect decions ki forex main bht zarurat hai...
            • #36 Collapse

              trading ky waqat ap aik dam teak decision ly ge qk agar ap ka decision aik dam teak na ho to ap ko zayda loss hosakta hai ais leay apna damag hazar hona chahye
              • #37 Collapse

                Ji han yeh aik neccesity hai k ap swift and intelligent decisions lain AGR ap aesa nare kar saktaytoa na ap apni trade k baray main confident hon gay or na hi earning Ho saktay gi
                • #38 Collapse

                  In my thinking that we can success in thecforex market. We are learn it and practice on the demo account. Then we are perfect in the demo account. Then we are operate the good work in thecforex market.
                  • #39 Collapse

                    ji nahi mere bhai jan aap ko aik dam koi bhi decision nahi lena chahiye kiun ke agar aik dam se aap koi decision lete hain to woh imperfect bhi ho sakta hai is lye wisely or tareeqy se slow slow matket ko theek se analyze kar ke he decision lene chahiyen .
                    • #40 Collapse

                      yes, I m agree with you k humen trading men perfect dicions lene hote hen yani k humare anaylsis accurate hone chaye then hum forex se earning kar sakte hen warna forex trading men humara loss b ho sakta hai kun k forex trading ki market bohat risky hai is men humen kafi soch samajh k kam karna parhta hai
                      • #41 Collapse

                        dear main aap ki baat sy itifaq krta hun k sahi waqt pr sahi fesla hi aap ko forex main profit dilwa sakta hy aur yah tb hi ho ga jb aap ko apny ooper ahtimad ho ga aur is k leyeh zaroori hy k aap forex ko achi trah learn kro aur forex k bary main achi maloomat hasil krain aur phir achi trading kr k achi earning kr sakain
                        • #42 Collapse

                          Aap ne Thik Kaha ke forex trading me hamin perfect decision ki zaroorat hoti he lakin ye bhi ak hakikat he ke hamara her decision sahi nahi ho sakta.
                          • #43 Collapse

                            g han han dost ap na boat achaw sawal kia ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka deako dost ma ap ko ya hi btao ga ka ap apni life ma us wat tak success nhi ho sakty hain jb tk ap kud apni life ka sahi descision na la aur dost deako ap ko ya hi cheez success kry gai aur is ko sahi tara deako...
                            • #44 Collapse

                              Darust time par darust decision lene se hi kamyab trading mumkin hai. Agar aap mein yeh ability nahi ao apne andar yeh ability paida karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Assalam u alikum friend, jee haan forex buisness me decision making perfectly kiya jaye yhi depend kerta hai, agar aap soch samajh k decision lengy to yhi aap ki sucess hogi, trading se pehle demo pe practice hamae liye bohat faidamand sabit ho sakti hai:)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X