Confidence kesay ata hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence kesay ata hai
    Confidence knowledge aur experience se ata hai jb apke pas knowledge hota hai tu apko trading se khod nai ata aur jb ap kamyabi hasil kar lety hein tu wo pehle se zaida ho jat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well app ny bahoot achi information di hy main app sy agree kerta hon bhai jaan humy chaheay k hum knowledge and experience gain kery aor professional trader bin jay, humri trading matire ho ge to humy profit hoga
    • #3 Collapse

      Confidence ke ley ap ka kisi bhi field main kamyab hona zarori hai koun ke jb ap kamyab hoty hein tu ap main nakami ka sara khof khtam ho jata hai aur kamyabi knowledge aur experience se hi ati hai is ley jitna ho skay knowledge per tawajo den
      • #4 Collapse

        Confidence hamesha kamyabi se hi ata hai jb bhi ap koi kamyabi hasil karte hein tu ap pehle se zaida pur ehtamad ho jate hein aur loss per down a jate hein is ley knowledge aur experience ke bal per kamyabi hasil karny ki koshsh karen aur confidence bulid up karen
        • #5 Collapse

          yeh ap ne bilkul sai kaha hai jb tak sikay gay nai aur experience hasil nai karay gay tb tak confidence nai ayta hai aur yeh sb hum kr jatay hai to automatic confidense ay jata hai.
          • #6 Collapse

            Forex trading bohut hi riski business hy is mein confidence hona zarori hy aur confidence ata hy forex trading ki knowledge hasil karny sy forex trading ki practice karny sy forex trading ki skills hasil karny sy aur forex mein maharat hasil karny sy hi confidence ata hy aur bina confidence k forex mein koi bhi kamiyab ni ho sagta
            • #7 Collapse

              Forex trading business mein confidence se trading ap tab hi kar saktay han jab ap forex trading business mein achi learning knewledge aur experience hasil kartay han agr ap ko forex trading business mein knewledge aur experience hasil hy tu ap confidence se trading kar k acha profit earn kar saktay han
              • #8 Collapse

                Brother forex trading business main success confidence say trade karnay sau hasal hoti hay, but confidence hasal karnay kay liay good experience and good knowledge and also good skill in alaysis main hona zaroori hay, jo only demo account main trading ki practice karnay say hasal hoti hay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Dear forex trading par kamiyabi hasil karny ka liya apky andar apny upar cofidence hona chahiya jab apky andar khud ka liya cofidence hoga ap ap kabhi bhi forex par loss nahi karogy yeh cofidence knowldge and experience se hasil hota hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X