Forex ma loss ratio 60 t0 70 % keun hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma loss ratio 60 t0 70 % keun hai?
    Dear members forex trading ma loss ratio 60 to 70 above hai percentage ky hisab sy is ki waja yeh hai ky hum proper training ky bina trading start krty hain aor forex forum sy knowledge haisil krny ma proper step nhi guide krty demo account ma proper practice nhi krty ap is nat sy agree krty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex main traders greed k sth trade kerty hain iak to ye reason our second forex main traders knowledge hasil ker k us ko start nahe kerty hain jes ki wja say wo us main kafi loss kerty hian hueman forex main mehnat kerna ho ge us ko phelay siekhna ho ga pher he us main live account main trading ker k hum acha profit earn ker pain gay
    • #3 Collapse

      Re: Forex ma loss ratio 60 t0 70 % keun hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
      Dear members forex trading ma loss ratio 60 to 70 above hai percentage ky hisab sy is ki waja yeh hai ky hum proper training ky bina trading start krty hain aor forex forum sy knowledge haisil krny ma proper step nhi guide krty demo account ma proper practice nhi krty ap is nat sy agree krty hain
      Basically loss ki jo ratio Hoti Hai vah Hamare Apne analysis ke upar hoti hai agar ham log market ko acche se Awaz kar lete hain to ho sakta hai ki Hamen market trend Ka Pata Chal Jaaye aur Hamari Jo log uski ratio Hai vah kam se kam ho jaaye isliye analyse karna bahut jyada important Hota Hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex ma loss ratio 60 t0 70 % keun hai?

        hamy forex mai agar loss ho ga to hamy loss ky bad saber karna ho ga hamy loss sy learning gain karne ho ge pher he hum paasisa kamaa skay gy forex aiak acha business hain hum is mai raat mai be kamkar sakty hain hum is mai din maia be kam kar saakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain is maai hamara koi be boss nahi hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex ma loss ratio 60 t0 70 % keun hai?

          hamain loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k earn karin gay aur hamain is k bary main bi trade kar k hi hum run karein gay aru is forum main bi trnd ko use kar k hi hum run karien gay aur is forum main bi part time main bi job kar k hi hum achi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aru hamain is forum main b earn kar k hi hum sucess ho sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex ma loss ratio 60 t0 70 % keun hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
            Dear members forex trading ma loss ratio 60 to 70 above hai percentage ky hisab sy is ki waja yeh hai ky hum proper training ky bina trading start krty hain aor forex forum sy knowledge haisil krny ma proper step nhi guide krty demo account ma proper practice nhi krty ap is nat sy agree krty hain
            Bhai yah Duniya Ka Ek bahut hi Khatarnak business hai aur iski vajah sirf yahi hai ki yah market Mein 24 hours open rahata hai aur Market Har ek second Karti rahti Hai Iski vajah se yah Jyada Mushkil business Banta ja raha hai ham is ko Aasan karne ke liye demo account per Jyada Se Jyada kam Karen to jald is business se acchi earning Hasil kar Sakenge
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
            • #7 Collapse

              Re: Forex ma loss ratio 60 t0 70 % keun hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
              Dear members forex trading ma loss ratio 60 to 70 above hai percentage ky hisab sy is ki waja yeh hai ky hum proper training ky bina trading start krty hain aor forex forum sy knowledge haisil krny ma proper step nhi guide krty demo account ma proper practice nhi krty ap is nat sy agree krty hain
              Forex trading Mein loss ki ratio Itni Jyada is vajah Se Hi Kyon Ke is mein bahut jyada Mani involve hai aur bahut Sare traders Bina soche samjhe kam karna Shuru kar dete Hain unhen market Ka Pata Kuchh Bhi Nahin Hota aur ISI vajah se unko loss ho jata hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Forex ma loss ratio 60 t0 70 % keun hai?

                dear member trade main 60 to 70% loss ki ratio isi waja se hai k ham yahan per bager exerience k trade open kerny lagty hain demmo ko pehly ignore ker diya jata hai is per practice ahi ki jati r ral trade main entry le lety hain jab k trade ki basics k bary main koi info nahi hoti isi liye loss hota hai to zarori hai k demmo ki ahmiyat ko samjh jay us per khoob pracrice ker k phir real trade open ki jay
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ma loss ratio 60 t0 70 % keun hai?

                  Mera khayaal hai k ye bussiness khatarnak nahin hai balkay hum khud khatarnak tareekay se trading kartay hain Trading k kuch asool hain or agar hum un asoolon ko torain gay to hamesh ghaatay main rahain gay is liye hamain chahiye k hum khatarnak tareekay se trade na karain balkay bilkul sukoon k saath ye kaam karain or koi jaldi na machaen taakay kisi qisam ka loss hamain na ho agar hum in cheezon ka khayal rakhain to koi waja nahin k hamain is kaam main munafa na ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ma loss ratio 60 t0 70 % keun hai?

                    Hello friends kaisy hain sab je friends forex main hamain loss hamari apni mistakes ki waja se hota hy yani ya to market ke bary main achy se nhe janty ya phir trading achy se nhe karty to hamain trade lagaty hoe dhayan rakhna chahye aur pahly knowledge hina zaruri hy hr chez ke bary main agar koinbhe kam bagair knowledge aur bagair experience ke karaingy to zahir hy loss hi uthaingy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ma loss ratio 60 t0 70 % keun hai?

                      dear yeh baat sach hay k jo jo traders start main forex main risk ziada aur reward kam say kaam kartay hain unka graph isi hisaab say chalta hay jis main unko lose ziada milta hay sirf unk baghair knowledge k sath kaam karnay say aur profit bhi kam milta hay is liye hamko aisay traders ki tarha say kaam nai karna chaye jo isay lalach say aur tukkay say kartay hain balk is main success aisay milty hay jaisay is main hamko barray dhayan ki zarurat hoty hay aur yeh baat hakeekat bhi hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X