What moves the market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What moves the market
    "The presence of buying and selling activity undertaken by a forex trader is one of the main factors that make the forex market moves. as traders, we must be where the party who is dominating forex market. so, we are able to maximize profits"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee haan Aap bilkul Thek Keh rahay hain K market main buyers or Sellers ki mojoudgi he market ki movement ko barQaraaR Rakhti hai,Waisay jo bhi lossers hotay hain un ka paisa sedha Winers k Account main Profit ki Sorat main Chala jataa hai :D
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      dear buy seller kimojodgi market par asar ni karti marketpar news or inter ban k k rate asar karte hain jab rate down hon khas kar
      • #4 Collapse

        i just think that the forex is the best moveing to give average in the insta forex i no that the forex can not give proper singlas to get profite and we can not get the use the forex signal we can use our singnals to earn money
        • #5 Collapse

          well my dear friend, meray khayal say market ko move karnay mein bohat say factor involve hotay hain, jesay kay kisi bhi currency kay pairs pey buyers aur sellers ka pressure ho aur ager kisi bhi country ki currency kay baray mein koi major news break honay wali ho tou bhi market ki movement mein kafi taizi aa jati hai...
          • #6 Collapse

            Forex market ki movement market ki news ke upar dipend karta he.Or ek trader uski hisab se hi trade lagana chahie.
            • #7 Collapse

              Assalam-O-Alaikum jab bhai jan forex market move karti hay to is ki base jo hoti hay wo volume hota hay aur jis side par volume zyada hota hay market usi side ko move karti hay aur yahen say hum ko market kay trend ka pata lagana hota hay.
              • #8 Collapse

                forex market ko actyually bare bare banks aur financial institutions hi move karti hain aur ap ko chahiye ke ap is mein unko dekhena ur unke foortprints pe chal kar is business mien kamiyab hojayen.
                • #9 Collapse

                  jab hum trade main kam karty hain to humain learning kar kay kam karna ho ga ta kay humain loss km ho skay humain achi earning hasil ho skay market boht taxi say move karti hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Forex market main kisi bhi pair main market price variation market ki movement ka sabab banti hai agar kisi bhi pair main koi aik currency value main increase ya decrease hogi tou same pair main market movement pair ki both currencies ky comparison ky hisab sy move kery gi jis per ap trading kerty hain
                    • #11 Collapse

                      market main agr kam karna hay to humain learning karni ho gi humain dmeo ko use kar kay ach ysya kam karna ho ga jab b hum kam karty hain to market kay ups and down say kam hoga
                      • #12 Collapse

                        forex market ki movement ko understand kar kay he hum esmian achi trade kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain sahi say time dain kyun keh sahi trha esmain time dai kar he achi earning ki ja sakti hay
                        • #13 Collapse

                          market main move kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur trend ko mind main rakhna ho ga ta k acha earn karein gay aur analyse kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam aur profit hasil ho saky
                          • #14 Collapse

                            Assalamu Alaikum friends menu userform Apne senior member se puchna Chahta Hoon ke insta 4 next business karne ke liye market Mein Kaise movement Karni chahiye please Koi Mujhe Uske baare mein Bata sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bihar market her karti rehti hai Kyunki wo Kabhi Kam aur Kabhi Zyada Ho Jati Hai aur isme nuksaan bhi Hota Hai Aasman Se Bhi Jyada hota hai isliye Isme Mera Kaam Aati Hai aur kaam bhi kaam Hota Hai also a bonus Aur Pyaar Se Zyada Milte Hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X