Loss is a part of learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    ji haan janab ilkul sahi baat hai forex trading main hum ko loss bhi aise hi hota hai yani hum apne loss se boht kuch seekh jate hain aur next khub achi practice kar ke hum achi si trading karte hain aur monthly good earning kaerte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      jee bhai mjhe jab bhi kabhi loss hota he tab mjhe afsos to hota he lekin men yehi koshish kerta hun ke aesa kya kiya jae jisse loss na ho ..
      • #138 Collapse

        je han loss hojata hay business mei asa nahe kay profit pe profit he hota rahay business hay loss tou saath he laga hay na forex business duniya ka best business hay agar apki skills perfect hain mehnat chaiye hardship se work karna zaruri hay ap interst se learning karo ap ko kuch best skills ki need hay
        • #139 Collapse

          well ji haan ap ney sahi kaha hai k forex buisness mai hum jo lose karty hain toh uss sey humein bilkul b sad nahi hona chayeh balkey is lose se hi hum sikhty hain and future main pese earn kar skaty hain is liye lose ko postive lene chayeh and is se sikhna chayhe ....
          • #140 Collapse

            dear jab tak ap k pass achi learning na ho tab ap loss he kha sakty ho is lye first ap k pass achi practice acha knowledge experience hona zarori chaheye jis sy ap kafi achi earning kar sakty ho isko krte hain wo waqt unka learning ka hota hai usme une boht loss b hota hai ap ne ye bat bilkul theak kahai k loss is business ka hisa hai learning time main loss hota hai
            • #141 Collapse

              ha loss to forex ka hi hissa hota hai agar koi expert insan bhi trd karenge to usko bhi kabhi na kabhi loss hota hi hai is liye me to loss ko ek hissa hi samajta hu forex ka aur sabhi ko uska hissa banana hi padga agar wo forex me master bana chahta hai to usko loss bhi lena padega aur usko kese kam kare wo pata karna chaiey
              • #142 Collapse

                hume kabhi b loss ka nahi sochna chahye bus khud he kam karna chahye jiss me hum kam ko ka rskae gay aur hum nay isi cheez ko to dekhna hota hai k hum kam ko kar sake gay jiss me humara he fada hai.
                • #143 Collapse

                  g han jab kaam kerty he or trading kerty wakt humy agr loss ho jay to humy isme khud ko aik to control kerna chahiye or sath hi humy is ko apny liye aik sabaq bana lena chahiye or q k agar hum isme bina planing k nai chal sakty hen
                  • #144 Collapse

                    yes loss aik part hai learning ka kiu kay jub tak hum apni mistakes ko kum say kum nahi kerain gay hum forex main kamyab nhi ho paye gay or mistakes ka pata humain loss say hi chalta hai forex main kamyab honay kay liay apnay upper kabu kerna bohat zaroori hai khas ker kay lalach pay
                    • #145 Collapse

                      Agr hum apne loss se nahi seekhte aur apni mistakes ko point out nahi karte to hum ek ache trader nahi bun sakte ye hamari learning ka hisa hai agr Forex per kamyab hona hai to apni mistakes ko repeat karne se bachna ho ga aur un se seekh kar future k actions ko tarteeb dena chahain.
                      • #146 Collapse

                        jee haa, business mein losses hi wo wahid cheez hn jin se ap bohat kuch seekh skty hn. or jo business mein zyada loss hasil kr k un py qabu pata ha wo hi acha business-man banta ha.
                        • #147 Collapse

                          ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey hum ko definitely loss hi ho ga forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey aur aap achhi earning profit ki suret meey leey sakeey geey
                           
                          • #148 Collapse

                            ge ha forex ak line business ha sab ka liy ha forex ak ach business ha sab ka liy ha forex ak ach business ha sab ka liy ha forex ak acha business ha sab ko is ma boht pisa ap be kam sakt ho sab ka liy ha forex ak acha busines ha
                            • #149 Collapse

                              g bilkul bhai jaan girte hain shahsawaar hi medan e jang main aap kabhi bhi es baat ki tensn nhi lo k ap ko loss ho rha hai bal k aap ye socho k aap ko kaam ka pata nhi tha esi liye hi to loss ho rha hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                friend bikul sahi kaha hay because dunya ka koe bhi business ho jab bhi ap ko loss hota hay to is k pechay ap ke galti zaroor hote hay aur ap ko apnay galti se sekha zaroor chayey tab hi ap aik sucessful business man ban sktay hay is lyey to kahtay ha k apni galtio se ghabranay ke bajai sekhna chayey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X