I am sure in forex our future depends on what we do in present
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    I am sure in forex our future depends on what we do in present
    Dear forex members may apsy kehna chahta hun hmara forex main future depend kary ga kay ham nay present time main kia mehnat ki successful hony kay liye, agar hm aj kamyabi kay liye mehnat aur hardworking karty hain to yaqinan hmara future usi k mutabik hoga lekin agr koe b trader chaye new hai ya old agr wo mehnat nae kary ga trading k liye achi skills nae bnaye ga to wo future successful trader nae ban pay ga so ap sab sy request hai k agr ap chahty hain apka any wala future best ho to ap usky liye efforts karain gy tabi kamyabi hasil hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well done brother! Forex forum me hmari kamyabi aor nakami ka meyar yehi he k aj hm forum ko keya dy rahy hen k forum hmen kal ko kuch dy. Aj agar achha time forum ko den gy tbhi kal ko forum se acha profit mily ga, isliy apny future ko behtr banany k liy aj tuff time len.
    • #3 Collapse

      g bhai jan ap ne bilkul thek kaha hai agr ham forex me kamyabi hasil karna chahty hain to ham ko forex me mehnat karni pary gi to kam se kam 1 year tak serf learning karni hoti hai or sath he sath demo account par practice karni chahye jab experienced ho jain gy to ham forex me apna future bana ly gy or es ko apna paka business bana kar earning karty rahy gy for lifetime
      • #4 Collapse

        forex business me traders ka future present me hasil key gaye learning aur forex education par depend karta hay, agar present me traders education aur learning ko ehmeyat nahi den gey to mery khayal me esy traders ka future kabi be acha nahi ho sakta hay, future ko bright karny key ley mehnat karna bahot hi zarori hay.
        • #5 Collapse

          Forex business mei full depend ap ki hardworking ap k experience pe he hota ha ap be sahe kaha k agar koi b new person aaj mehnat nai karay ga achi skills develop nai karey ga future mei usko bohat hurdles hongi zahiri si baat ha aaj agar ap mehnat karen gay ap k paas koi knowledge he nai then ap kasay kamyabi ki umeed krogay jo traders success hotay hain unho ne start se he uskay liye khoob mehnat ki hoti ha
          • #6 Collapse

            Of course friends, hamara future hamri aj ki mehnat pa depend karta hay...ham ksi bi field main hn ham present main jetini mehnat karain hay future main us ka phal milay ga...esi tarah forex main bi ham present time main jetni zayada mehnat karain gay forex hamain utna hi bright future day ga.
            • #7 Collapse

              Jaisa k kehawat hai "As you sow so shell you reap" Yaqeenan hamari aaj ki mehnat aur practice hi decide kery gi k hum future main iss forex business main kehan tak jayen gay ager aaj hum mehnat kerain gay aur practice kerain gay to phir hi hum forex main aik achy trader ban sakty hain iss liye hamaisha koshish kerain k kabhi bhi shor cut pay na jayen aur apny future k liye khoob mehnat se kaam kerain aur trading skills seekhain.
              • #8 Collapse

                Forex aik bohat expensive business ha expensive iss lehaaz se k bohat se log iss baat ko importance nai detay k bohat ziada mehnat kerni ha hum ko wo bs basic seekhtey hain aur thori si learning k saath real pe kaam start ker detay hain iss wajah se wo apnay aanay walay time mei success nai ho paatey jo log forex mei apnay aaj present mei mehnat nai ker rahay wo wrong ho unko chaiye apnay aaj mei mehnat ker len takay kal ko unka future bohat he acha ho
                :p Yes You Can Do :p
                Honesty + Sincerity = Prosperity
                • #9 Collapse

                  agar hum aj kamyabi kay liye mehnat aur hardworking karty hain to yaqinan hmara future usi k mutabik hoga lekin agr koe b trader chaye new hai ya old agr wo mehnat nae kary ga trading k liye achi skills nae baney gay learning aur forex education par depend karta hay, agar present me traders education aur learning ko ehmeyat nahi den gey tou kamyabi mushkil ha
                  • #10 Collapse

                    Yes sir forex trading business main success kay liay humari present mahant karna zaroori hay. jo trader present hard working say learning and practice karta hay wo future main forex trading per depend kar sakta hay. because forex tradsing aik good profitable business hay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      hamara future hamri aj ki mehnat pa depend karta hay...ham ksi bi field main hn ham present main jitni mehnat karain hay future main us ka phal milay ga hamari aaj ki mehnat aur practice hi decide kery gi k hum future main iss forex business main kehan tak jayen gay ager aaj hum mehnat kerain gay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X