Skills kiya hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Skills kiya hain
    Dear members forex trading mein skills bohut hi zarori hain air aksar Pakistan forex forum par kaha jata hy k knowledge aur skills hona zarori hain to knowledge mein to sub ata hy forex k bary mein to ye skills kis liye hain to mere khyal sy chahy forex trading ki jitni knowledge ho bina skills k knowledge ka koi faida ni hy to skills hain kiya mere khyal sy skills aur knowledge dono alag hain forex k har part ko precticaly karna mere khyal sy skills hain aur sari forex k bary mein har part ki malomat hona knowledge hy to ye fark hy knowledge aur skills mein ap kiya kehty ho
    :1f63b:​BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi ap na skrill ka bara mai bohot acchi information shair ki hai skrill ka bina forex mai trading s kamaya hai profit ko withdrawal nahi karwa sakta is lia skrill ki bohot ahmyat hai is lia is ko sekhna verify karwana bohot zarori hai is lia skrill is the beat way or withdrawal ur profit
    • #3 Collapse

      Knowledge to bhai ilm ko kehty hen ye to sb hi janty hen. Skills mr wo tamam maharten aor techniques aa jati hen jo hm apni trades ko kamyab banany k liy use krty hen, i.e.g stop loss ,take profit adjust krna, sll limit and buy limit etc, ye sari skill ki chand musalen hen.skill aor knowledge sath sath chalti hen knowledge k baghair skills hasil nai hoti hen.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zeeshan sahab پيغام ديکھيے
        Dear members forex trading mein skills bohut hi zarori hain air aksar Pakistan forex forum par kaha jata hy k knowledge aur skills hona zarori hain to knowledge mein to sub ata hy forex k bary mein to ye skills kis liye hain to mere khyal sy chahy forex trading ki jitni knowledge ho bina skills k knowledge ka koi faida ni hy to skills hain kiya mere khyal sy skills aur knowledge dono alag hain forex k har part ko precticaly karna mere khyal sy skills hain aur sari forex k bary mein har part ki malomat hona knowledge hy to ye fark hy knowledge aur skills mein ap kiya kehty ho
        Skills ability ko. Krhty hain or ham hardworking kr k. He apny skills ko. Better kr skty hain or khud ko. Better bna skty hain is liye hamain hard working krni. Chaye ta k. Ham successful traders bn ska8n 9r forex tradi. G sy earn kr skain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zeeshan sahab پيغام ديکھيے
          Dear members forex trading mein skills bohut hi zarori hain air aksar Pakistan forex forum par kaha jata hy k knowledge aur skills hona zarori hain to knowledge mein to sub ata hy forex k bary mein to ye skills kis liye hain to mere khyal sy chahy forex trading ki jitni knowledge ho bina skills k knowledge ka koi faida ni hy to skills hain kiya mere khyal sy skills aur knowledge dono alag hain forex k har part ko precticaly karna mere khyal sy skills hain aur sari forex k bary mein har part ki malomat hona knowledge hy to ye fark hy knowledge aur skills mein ap kiya kehty ho
          Knowledge to bhai ilm ko kehty hen ye to sb hi janty hen. Skills mr wo tamam maharten aor techniques aa jati hen jo hm apni trades ko kamyab banany k liy use krty hen, i.e.g stop loss ,take profit adjust krna, sll limit and buy limit etc, ye sari skill ki chand musalen hen.skill aor knowledge sath sath chalti hen knowledge k baghair skills hasil nai hoti hen.

          اب آن لائن

          Working...
          X