lot size kesay decide kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size kesay decide kerain
    dear meraa aap sab say sawal hay kay lot size to cheeez kay mutaabiq hota hay yani gold or pair ga lot size kabhi bhi same nahi ker saktay to dear mera yeh saal hy lot size different cheezon per kesa decide kiya jaaye ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well brother aapne acha question kia hai hamen lot decide krne k liye first to apne capital ko dekhna hai k hamare pass kitna capital hai iske baad ham jis pair pe trading krte hain us k liye available margin ko dekhna hai tabhi hi ham lot size lagaen ge agar aapka experience kam hai to aapko whole balanc ka 1% hi loss rakhna chahiye iske elawa agar aapka balance ziada hai to tabhi aap mazeed barri lot ko bhi ise kr sakte hain
    • #3 Collapse

      Dost ap jb b trading kry to ap ko chy k ap small lot size sy trading kry agr es sy loss hota to loss bht zyda ni ho ga bilkay km ho or agr ap aik experinance trader or ap ko pta k mandi kis trf ko jy gi to bri lot lga k aik bra profit hsal kr skty hy es lot size lgna ap k knowledge py depend krta hy
      • #4 Collapse

        Me samjhta hun lot size ka decsion kerna b mamuli baat nai ha kyun k issi k mutaabik agay hum ne loss aur profit uthaana hota ha isliye humey dekhna hota ha k humara capital kya ha hum risk reward kitna lena chahtay hain ossi k mutaabik hum apni trades ka volume ko adjust kertey hain jitna acha humara knowledge hoga humari skills hongi aur humara capital hoga hum utnay he volumes pe depend keren gay agar humara capital normal ha then humey money management k hisaab se small lots mei kaam kerna chaye
        :p Yes You Can Do :p
        Honesty + Sincerity = Prosperity
        • #5 Collapse

          Agar aapko lagta hai kya aap Jyada lot size Laga sakte hain toh aapko chahiye ki Chadar lot size Lagaye aur Jyada Se Jyada medicine correction Kaise Aate Jaate not Lagana sab kuch jyada Jyada profit Tehsil hoga
          • #6 Collapse

            Dear forex trading ek bohut hi bada business hy aur is mein trading karna bohut mushkil hy aur lot size depend karti hy ap ki equiti par phir chahy wo gold par ho ya phir dusry kisi pair par to mera khyal hy lot size markit rat aur apni equiti dekh kar hi slecte karna chahiye jesa k 0.01 minu mein ata hy to gold par to aksar ye hi use karni chahiye gbp par 0.10 use karni chahiye isi traha aur lots bhi slecte karna chahiye
            :1f63b:​BE HAPPY
            • #7 Collapse

              G han lot size ko ham ko apne capital ke hisab se chek kar ke lagana chahiye ta ke hum ko loss bardasht karne me himat ho yani agar hamara capital account 200 dollar ka hai to hum ko maximum lot size 0.05 tak rakhna chahiye.
              • #8 Collapse

                brother ap ne boht acha sawal keya hai es ka janna boht zarori hai k ham ko different pairs par different he lot size rakhna chahye es bat ka andaza ham ko market k hisab se lagana chahye jis me ham ko market ki zyada movement up down me nazar ay ap lot size low rakh lo or agr ap ko profit ki zyada umeed ho ap lot size zyada rakh lo ap ko acha profit mil jay ga
                • #9 Collapse

                  humean apni lot size apny bonus account capital ko diekh k set kerni chahy ager to app k pass 100 dollar account hai ya 200 dollar account hai to pher app ko minimum lot sath .10 say zeada ki trade nahe lgani chahy our 2 say zeada trades app ki na hoon koin k us say pher app k account main risk barh jeay ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    dear ap ne correct kha hay k hum her kisi pair ka aur mettle ka lot size same to ni rekh sektay aur in ko in ki movement k hisab se rekhtay hain aur koi b trade open kerne se pehle hum ko apnay capital per nazer rekhni chahie aur jitna big capital ho utna he lot size rekhna chahie.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X