Meray khayal say planning ki importance hai iss sense mein kay aap mentaly taur pay prepare hotay hain kisi bhi situation ko face karnay kay liye iss liye planning zaroori hoti hai aur kisi bhi business may planning kiye baghair kaam nahin kiya jaa sakta aur jab aap planning karain gay tou aap ka mind prepare hota hai iss tarah aap kay goals set hotay hain tab unhain easily achieve kiya jaa sakta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим