What are your weak points in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    jab hum forex me trading katy han to her trader k weak point hoty han jis ki waja se humen nuksan ho jata hai is lye humne chaye k hum weak point ko dur kar k trading karen or emotion pe control kar k trade karo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      meri kamzori ye hai main apni strategy pe qaym nahee rehti is liye hi main forex main fail ho jaati hoo, main koshish kar rahi hoo k mari strategy constant rahe
      • #48 Collapse

        Forex trading aik business he jis min humin apni ghalation pe dhyan deine ki zarorat he hum jeise jeise apni previous trading ko deikhte hin to humin pata chalta he kuwon loss hua aur kiya wajah he loss ki to bhaei mari ghalati ye he k main bari lot se trading karta hon apne account balance ka khiyal nahi rekhta hon jis ki wajah se account hi wash ho jata he.
        • #49 Collapse

          what are the your the weak of the points in the forex trading and the very of the most of the work and the trading
          • #50 Collapse

            Mostly traders ka forex trading mai weak point greed or emotions hotay hai jiski wja say mostly traders ko trading mai loss b hota hai jb k esay bikul b trading nhi krni chahiye.Trading 1 art hai or phlay is art ko learn krna chahiye or complete patience or achi knowledge k sath hi trading krna better rhta hai.
            https://t.me/pump_upp
            • #51 Collapse

              Mien New user hn forex mn aur abhe posting kar raha hn. Aur sath sath learning pe focus kar raha hn. Kafi acha bussiness hai aur abhe tk enjoye kar raha hn. Aur mjhe umeed hai k mere hard working he mjhe successful bnay gi.
              • #52 Collapse

                jab hum is main hard work karty to is main apny weak points ko follow kar kay kam karna ho ga ta kay humain achi earning hasil ho sakti hay or humain market main loss km ho saky
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #53 Collapse

                  forex trading mein apke weak points ye hosakte hian ke is mien ap kabh bhi apnic nahi ho is mien ap hamesha proepr money management ke sath is mien trading karen aur kabhi bhi loss se na ghabrayen.
                  • #54 Collapse

                    Forex main weak points tou bahot sy hoty hain jesy insufficient forex trading knowledge aur experience ya greed hai tou mery weak points yeah hain ky main kabhi stop loss use nehi kerta just trade open ker ky wait kerta hun ky market reverse hogi tou profit main hi close kerun ga so bahot dafa aesy hi account wash kia hai
                    • #55 Collapse

                      jo b trade main kam karty hain is main learning kar kay achy sya kam karna ho ga agr hum is main apni mistake ko set kar kay achy say kam karna ho ga jis say humain loss km ho ga
                      • #56 Collapse

                        Forex trading key doran jab hamain profit hota hy to hum emotional ho kar mazeed profit key chakar main aa jatey hain aur big volum of lots use krtey hoi loss utha letay hain. Hamain aik target set krna chaheye aur greed nahi krna chaheye. Ziada profit ka lalach aap key profit ko destroy kr deta hy aur aap ka account bhi wash ho jata hy.
                        • #57 Collapse

                          Trading key doran apney weak points ko identify krna chaheye aur in ko strong banana chaheye. Jab tak hum apni kamzoriyon ko door nahi karain gey, loss hota rahay ga aur hum jo big profit key khawab dekhtey hain woh kabhi bhi poory nahi ho sakain gey. Judgement sey aap apni trading ko perfect bana saktey hain.
                          • #58 Collapse

                            forex trading main agar humay loss hota hay to humay note karna chahiey keh kis waja say humay loss ho raha hay agar hum loss ki reason ko theak karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay
                            • #59 Collapse

                              g han hamain apny weak point ko strong karna ho ga ta k loss kam ho saky aur learn kar k hi hum is ko strong kar skaty hain aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k earning ho saky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                bhai apko aek baat hi kaho ga kay forex ma jo mujay lagta ha kay waek point ha lalch qk agar ham lalch krty ha to hamay loss bhi ho sakta ha islay bs apko forex ma lalch nai krni chahiye qk tab hi ap forex ma kamiyab ho sakty ha or apko forex ma ziada time dena chahiye takay ap forex ma aek achi earning bhi kr saky

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X