jab marekt teze me ho??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jab marekt teze me ho??
    jab hum forex trade karte hay tu us doran marekt teze me ho tu hume kis account p work karna best ho jis p hum ara broker kam comision le apne apne raye de app mere khyal se us tiem ECN account ho tu kafi profit earn kar sakte hay hum??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jab market tez ho aur quick movement ho to hamain chahiye keh market main positive pips easily earn kiye ja sakte hain jab hamary pass achi strategy ho gi.
    • #3 Collapse

      itx best time to trading jb b market taid ho to us time hum bht sa profit earn kr skte hai kch he minutes mein
      • #4 Collapse

        jab news wagera ati hain to market ki movement kafi fast hoti hai ap watch karo or jis side pe pahla move lay news ke bad waha trade laga ke 7 t 9 dollars easy earn kar sakty ho
        • #5 Collapse

          jab makit teez main ho to trade dehaan say karni chahiey zara si bewaqufi aap ka nuqsan kar sakti ahi forex hai to acha lekin jo samjdaar loog hain wo is say faida uthata hain
          • #6 Collapse

            mere khyal main jab market main movement fast ho tu ap ko osi time per trading karen kyoun ke ap ko os time per kam time main zayda profit mil jata hai but some time osi waqat ap ko kafi loss bhi ho sakta hai is liye ap ko phele achi tarha se samjhna hota hai market ko
            • #7 Collapse

              nhi dear.ye lazmi nhi keh forex trading market boht tezi se up down ho rahi ho to phir humen boht se brokers miltey hain jin main hum boht earn kar skttey hain or or un main auto trading bhi kr sktey hain. main to sirf insta forex broker main auto trading kar raha hon...
              • #8 Collapse

                jee ha sir sahi kaha ha agar jab market taze ma hoti ha to ham usi time trade krtay ha to bhot ziada profit bhi ho sakta ha lakin hamay apna mind fresh krkay forex pay trading krni chahiye qk hamari choti si bhi galti hamay bhot bharay naqsan kr sakti ha islay jab bhi market taze say kam kray to hamay sakon say kam krna chahiye
                • #9 Collapse

                  jab forex market taize ma hoo gy toh hum yahan par istarhan se ziada earn be kar sakty hai or is tarhan se lose hone k chances be bhar jaty hai or ziada jaldy lose or profit ho sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    jab market main teze ho to tb humain apny experience or apni hikmat e amli ko amal main lana chahiye chahiye taa k achi earning ho saky
                    • #11 Collapse

                      jub market tez ho s wakkat trade karna profitable bhi hota he aur jirna profit able hota he utna risky bhi. so humen fast market k doran trade karna chaiye but very carfuly
                      • #12 Collapse

                        mujhey es barey ma kuch zayada knwledge to nahi hay laken etna kehna chaho ga kay es ma jab markeet taizi ma ho to es ma us wakt apko thora ehtyat kay satth or hard work hona chaheay ta kay es wakt hamen es ma pehly say zayada earning ho sakey
                        • #13 Collapse

                          ye hmnare lia acha timee hoga k jb markit tezi mho hm zada s zada profit kama skty hn issme
                          • #14 Collapse

                            Account koi Bho ho Market apni tezi se hi Chalegi Aur Is ko Analysis karne aur Is par Sahi hi Order lagane k lie Market ko Analysis kar k Order Set karna Cheie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jab market tez ho jata hai to aapko ussi me trad karana hai jisme aapko bahut hi jyada profit milta hai i sliye aapko apane account me hi trad karana chgaiye aur aapko ussi me trad karana hai jisme aapko kam khatara hi ecn ka mujhe koi bhi janakari nahi hai i sliye me to norman account me hi trad karna chaata hu

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X