Forex ko km hi log smjh pate hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex ko samjhna asan nahi hai yes ko samjhnay kliy bohat mehnat and experience ki zaroat hoti hai Esliy jam log hi Es ko samjh pata hain kyunk ye market zig zag hai Es main trend time frame ko daikh ker strategy k sath plan ker k market ki positions ko samjh ker trade krain to trade ka pata chalay ga aur trade achi ho gi aur profit bhi ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Darust kaha ap nay forex main wohe log kamyab hotay hain jo forex ko seriously letay hain in fact trading ho ya koi aur kam serious hona to lazmi ha. Serious honaybk sath sath mustaqil tor pay forex k sath chimtay rehna bhi bahut matter krta ha agr lgataar forex ko time dia jaye bahut ziyada chance hain forex main kamyabi milnay k so in my point of view forex ko apni traf say best krna chaeay ta k hmara shumar bhi un logo main ho jo fored ko sahe understand krtay hon.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        forex trading aik worldwide online best profitable business hy lakin forex trading business ko kam log is liye samjh paty han k forex trading business mein emotions greed aur over trading hy aur ziada risk hy aur buht se trader is traha k han k wo forex trading business ki learning knewledge aur experience bhi acha hasil kartay han lakin wo risky trading kartay han aur emotional ho kar trading kartay han js se loss hota hy aur wo forex trading business mein naakaam ho jaty han

        اب آن لائن

        Working...
        X