Forex ko km hi log smjh pate hein
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko km hi log smjh pate hein
    Forex ko jitna bhi smjh kar kam kia jay wo result ke ihtebar se acha hota hai lekin smjhna har kisi ke bass ka kam nai hota is ley km hi log is main kamyab hoye hein jo aik tu asay serious lety hein aur kbi over confidence ka shikar nai hoty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear dost app ny billkull theek kaha main app sy itaafaq kerta hon forex trading aik complicated business hy is liay zarori hy k app forex trading ka knowledge increase kery experience and practice ker k strategy tyar kerny k bd trading kery
    • #3 Collapse

      Dear members forex business aik international but hard work business hai ye business to easy hai but mhneat bht krni prti hai or forex ko bht km log he smjh paty hain or jo log ni smjh paty un me unki he ghltiya hain jo log ni smjh paty unhy forex ka knowledge nhi hota kuch expereince nhi hota har trader ko chaiey k wo forex ko phly smjhy prhy or knowledge ly
      • #4 Collapse

        kam nahi balkay bohat kam hi log samjh patay hain aur bohat kam logon main se bhi whi kamiyab hotay hain jin ke pas paisa zayada hota hay aur woh pooray tareeqay se stable hotay hain.
        • #5 Collapse

          yes dear men ap ki bat sey agree hota hn kkkih is real trad bussiness men aksar aiesy log hotey hen jo in real traders bussiness hey phr in per kam kerny k lye serious ho kih bathna parta hey or phr traders achi tarha be cool mind ho ker trading kernty hen...............
          • #6 Collapse

            forex b bilkul ek university ki tarh hai aap ne daikha hai ek city main 50k student ho primary shool main phir wo tadad university main 1k reh jaty hai isy tarah forex main 5k ki tadad main new trader aate hai professional trader sirf 1 k se boht kam bante hai bes aap logo ko apny himat se hi forex sikhna ho gi aap ne hi challenge karna hai
            • #7 Collapse

              main apki baat se agree hun q keh forex trading koi mazak ni hai yeh bhi ek profession jaisa hai aur is mein bhi kamyab hony k lie apko sab se pehly us k bary mein mukamal maloomat hona zaruri hai aur us k bad apki practice bhi honi chahye tab ja ker ap forex me qadam rakh sakty hain bina practice k aur maloomat k ap sirf loss e kren ge
              • #8 Collapse

                Dear forex trading par bhot hi kam log kamiyab hoty hain iss ki big reason yeh hai ka bhot se log forex ko serious nahi lety hain or forex bagair sochy samjhy start kar dety hain or na kam hoty hain.
                • #9 Collapse

                  dosto forex business aik bra acha or world wide business hy es business ko bht km he log smjh paty hy es ma sirf whi log smjh paty hy jinho ny es ma mhanat ki hoti hy or jo hardwork krty rhety hy hr time kuch na kuch hsal krny ki khosish ma rhety hy or forex ko sirf whi log smjh paty hy
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa profit lane ha to per hum ko hard work karna hoga or per demo account pa lot of praticies karni hoge forex is the world wide online business es ka knowledge lana aysan kaam nhi ha hum ko demo account pa 3 sa 4 month praticies karni hoge per us ka baad real account pa trade karni hoge per kuch kaam bana ga........
                    • #11 Collapse

                      dear friend forex ko smjhna waqy hr ksi k bs m nhi q k ye boht bra plet forum hy r beznus jtna zyada bra ho ga otna km krna smjhna mushkil ho ga esy smjhny k liy hard work krna Zrori h.
                      • #12 Collapse

                        G ha bilkul ap ne bht achi bat ki ha k forex ko bht kam log hi samjh paty hain .bat ye ha k forex ko samjhny k liye traedr ki lagan mehnat or confidance hona chaye .bht se log forex k strt hony pe hi loss ki wajha se chor daty hain agy any ki koshish nahi krty k apni galto ko door krain apni knowledge ziada krain or acha profit hasil krain.kuch log mehnat krny se hi darty ha .
                        • #13 Collapse

                          Assala mu alikum bhaioo forex k hawaleee say jo sawaaal kia ha ma uska jaawab daina jana ky forex py wo trading kr ky profit laity hain wo learning krty hain thk ager apky pass experience naae to ap mazerd loss maa jaa sakty haim usk leay apko experience ha wrna loss ky zaida chances hain
                          • #14 Collapse

                            Off course my trading fellow our us ki reason jo maen ny note ki hy wo ye hy k us maen hum forex ko time he boht kum dity haen ager zara soucha jaey to forex maen hum itne bare market k sath trade kerny ja rahy hoty haen tp humean pher knowledge our experience bhe usk mutabik hasel ker k he trade kerna ho ge our us ki kearning ache honi chahy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex ko samajhne ke liye ISKCON knowledge or experience Chahe wo Apne demo account trading Se leah Ho do Forex trading ke liye bahut zaroori hai Teri aap apni trade ko acche level se kar sakte hain aur achi aur nahi kar sakte hain Forex Ek bahut hai risky business Hai jis mein lot size Hame choti Rakhna chahiye free Hum isme se achi earning kar Paayenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X