confidence vs experience?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Re: confidence vs experience?

    Ap ka experience acha ho ga tuap ko confidence kudh a jaey ga lekin jab tak ap weak experience k sath trading karain gay tu ap ko experience b hasil nahi hoga or ap ko ap ki trade pay confidence b hasil nahi hoga. esleye pehlay ap experience ko gain karain or us ko humesha proper way learning se ap hasil karain gay tu ap ki knowledge mai b izafa hoga or sath mai achi trade daikhny ko milygi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      Re: confidence vs experience?

      aap ko is ma confidence sa he experinec hasil karna hota ha is liay aap ko is ma dono ki zaroorat hote ha is ma aap ko knowlged our experinec sa kaam karna cahay ya aik best business ha is ma aap ko confidence hopna caha is ma aap ko mahnat karne cahay our parctice kar kay aap ko is ma experinec hasil karna cahay q kay jis kay pass experinec hota ha is ko is ma big kamybe hote ha
      • #348 Collapse

        Re: confidence vs experience?

        confidence or experience inter-link cheezen hen jitna ap experience gain krty ho utna he ap confident hoty ho. lekin confidence or over confidence men difference rakhna lazmi hai
        • #349 Collapse

          Re: confidence vs experience?

          Dear friend both are important, you can not leave any of it, experience actually comes with knowledge and confidence comes with practice, so if you worked hard both in learning and practice than you can have a bright future in Forex trading otherwise you will have not good results.
          • #350 Collapse

            Re: confidence vs experience?

            ji haan sir Agar Hum Pakistan production trade open karte hain aur confidence set Apna trade open Karte Hain To Hamein nuksan ho sakta hai Kyunki confidence se jo trade Kiya Hua hota hai usme nuksan ho sakta hai aur jo experience aur knowledge se trade Kiya Hua hota hai usme kabhi bhi nuksan nahin Hota isiliye Hamein Pakistan Forex Main Jab Bhi Apna trade open karna ho to experience on Knowledge ke sath trade open karna hoga thanks
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #351 Collapse

              Re: confidence vs experience?

              is forex main planing karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain confdnece say hi trade karni ho gi ta k loss kam ho aur hamain market main anlayse kar k h hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forex main rules ko mind main rakh k hi hum run karein gay

              اب آن لائن

              Working...
              X