confidence vs experience?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    Confidence aur experience ka forex trading main kon muqabla nehi ho sakta agar apko forex market main trading ka kafi zyada experience hota hai tou confidence tou khud bakhud hi aa jata hai ky ap apny experience ky hisab sy jo bhi trade open kerty hain tou with full confidence continue kerty hain aur profit hasil ker lety hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      huamin sabar say kam karna ho ga jis say umain trade mai nachi earning hasil ho sakti hay magr huamin experience say kam karna ho ga jis say humain trade main loss km ho ga
      • #303 Collapse

        forex trading main agar humara experince ho ga to humary andar confidence bhi bahal hota hay so humay chahiey keh practice karen aur pracitcec say he hum experince gain kar sakty hay
        • #304 Collapse

          g han koi bi kam karna hai is main hamain planing kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur demo main practice karni ho gi ta k acha earn karny main asani ho saky aur experience ho ga tab earning ho gi
          • #305 Collapse

            Assalamu Alaikum friend menu using to batana Chahta Hoon ke woh Kaise connect Kare business karte hain toh in ke liye experience bahut Zaroori Hai Aadmi ko confidence bhi hona chahiye Jo kaam kar rahe hai acche tarike Se Kare profit hoga
            • #306 Collapse

              bhai forex ma confidence hota ha to hi ham experince bhi hasil kr skaty ha islay forex ma dono hi honay chahiye qk tab hi ap forex ma earning bhi kr sakty ha islay bs apko forex ma kabhi bhi lalch nai krni chahiye qk agar ap lalch krty ha to apko forex ma loss bhi ho sakta ha islay bs apko dakh kr tarding krni chahiye
              • #307 Collapse

                Bro ye dono chezen aik dosry k sath attach hain kyo k agar ap k pas experience hy tou tabhe ap koi kam aitmad k sath karen gy es liye hamen dono chezo ki zarurat hy
                • #308 Collapse

                  Forex trading main confidence or experience 2no chezna bhut zaruri han JB bandy ko kisi Chez main experience hota ha tabi tu usko confidence ata hai or is business main wasy b experience bhut zaruri ha tbi AP achy trader ban skty han
                  • #309 Collapse

                    Bhai confidence trading k liay itna zaruri hai jitna experience zarori hai achi aor kamyab trading kvliay ager ap k pass acha experience hoga tu ap achy aor successful trader ban sukty hain lakin confidence sy ap successful trader mushkil ho ge
                    • #310 Collapse

                      Forex ki market main humain confidence ka hona bohat zauri ha 2nd experience bi bohat zauri hia Forex ki market main successful hone keliye ye bohat hi zaruri hai ke hum complete training karin.
                      :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
                      Thanks in Advance
                      • #311 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mehmood670 پيغام ديکھيے
                        please throw the light on that for doing trade in the forex, there is need of confidence or experience which is better for all?
                        Trading mattress your confidence bahut zada matter karta hai lekin Agar Hame Forex trading Mein successful hona hai to uske liye Hamare Paas confidence ke sath experience bhi hona chahiye Kyunki Kisi bhi Business mein successful hone ke liye experience post matric karta hai
                        • #312 Collapse

                          Re: confidence vs experience?

                          Asslam o alaikum dear forex aik boht hi Acha online business h dear brother mere khyal me forex me confidence aur experience dono hi boht important hain lekin experience ki kuch zyada importance h q k is se hm boht profit earn kr skte hain
                          • #313 Collapse

                            Re: confidence vs experience?

                            hamain cofidence say hi trade karni ho gi ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi ta k achy say trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi it is best
                            • #314 Collapse

                              Re: confidence vs experience?

                              Ap ka experience acha ho ga tuap ko confidence kudh a jaey ga lekin jab tak ap weak experience k sath trading karain gay tu ap ko experience b hasil nahi hoga or ap ko ap ki trade pay confidence b hasil nahi hoga. esleye pehlay ap experience ko gain karain or us ko humesha proper way learning se ap hasil karain gay tu ap ki knowledge mai b izafa hoga or sath mai achi trade daikhny ko milygi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                Re: confidence vs experience?

                                aap ko is ma confidence sa he experinec hasil karna hota ha is liay aap ko is ma dono ki zaroorat hote ha is ma aap ko knowlged our experinec sa kaam karna cahay ya aik best business ha is ma aap ko confidence hopna caha is ma aap ko mahnat karne cahay our parctice kar kay aap ko is ma experinec hasil karna cahay q kay jis kay pass experinec hota ha is ko is ma big kamybe hote ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X