Emotions ko kaise control karain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions ko kaise control karain?
    Bahut saray expert kehtay hain kay forex mein insaan kay dushman emotions hain aur successful trader bananay kye lye iss se bachna paray ga aur emotions aik nature hain aur agar hum iss ko avoid kartay hain tou bhi kuch nahin kar saktay lakin iss ko kam karnay ki koshish kar saktay hain aur woh iss tarah kay
    1. Well education
    2. More practice
    3. Realize the emotion limitation
    4. Confident and planning
    Possible or not ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Top Forex trading Main Apne emotions ko control karna bahut Mushkil hota hai Kyunki agar aap apne motions ko control nahi karte toh aap bahut hi jyada Khatre Mein Pad Jate Hain aur jawab Khatre Mein padhte hain toh aap ko bahut hi jyada loss hota hai aur aap bahut hi jyada nuksaan kar dete Hain
    • #3 Collapse

      Dear brother aap ne bahut achi tips de hai emotions ko control karnay kay lye lakin emotions aise cheez hain kay inn ko control karna bahut mushkil hai kyun kay uss waqt insaan ko kuch bhi samajh nahin aa raha hota hai
      • #4 Collapse

        Emotions ko education se kabi be control nahi kia ja sakta hay aur na hi trading practice se es ko control karna mumken hay, emotions ko control karny key ley zarori hay key ham daily profit target ka task raken, aur professional traders ki tarha day trading ki strategy ko follow karen, day trading strategy me professional traders day time me hi limited trading karty hey aur agar trade loss me be ho to us ko close karna apny account safety key ley zarori samjty hey.
        • #5 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hum ko achi profit lane ha to per hum ko apna emotion pa kabo karni hoge q ka ager hum ko apni emotion pa kabo nhi karta ha to per hum ko achi profit hoge es leya ager hum apni emotion ma qabo karta ha to per humko achi profit hoge............
          • #6 Collapse

            yes dear app na boht he achi baat ki hy app trade ky dooran emotions ko tottaly control nahien ker sakty likin koshish ker sakty hain ager koi trader apny emotion ko control karny ma nakaam rehta hy to wo timely decissions leny ma bhi nakaam ho jata hy and trade ma time py decission lena boht important hy and ais ky liye emotion py kaboo rakhna chahyee
            • #7 Collapse

              bhai jaan ap ny thek kaha hy is mn ap ki bat su mn bilkual agrree hno kaun k agar hum emotinal ho kar is ko kary kaun k is mn humeny agar gham ho ga tu is ,mn humeny ak fresh mind st kary kaun k is mn huemny fresh hona chayeh /..
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                forex trading ma emotions ko control krna bht zroori hota kiun k es ma ap ko loss b ho skta or profit b es ly ap ko chy k ap apny emotion ko control rkhy es k ly ap experience chy or os k sath achi skill ho or ap ko mandi ka pta hona chy k kbi b loss or profit ho skta or ap es loss or profit k ly bilkul tayar ho

                اب آن لائن

                avatar Ayeza
                avatar Qasi
                avatar Sword
                Working...
                X