New traders ko sab sy km spread waly pairs p trading krni chahiy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders ko sab sy km spread waly pairs p trading krni chahiy
    Ajj main sary new member ko yeh batana chahta hon k ap agar new ho is forex trading k business main aur trading shuru kr di hy to ap ko chahiy k ap bilkul sab sy kem spread waly pairs ko talash kro aur ko priority do trading main trading k liy kio k kem spread sy ap ka account balance ziada safe rahy ga aur ap ko in time khatir kha profit bi ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai aap ki baat bhi theek hai lakin agar koi new banda kam spread walay pair per trading karta hai tou unn pairs ki movement bahut slow hoti hai aur profit bhi bahut slow aur kam hota hai iss se banda bor ho jata hai iss lye medium spread walay pairs ko prefer karain
    • #3 Collapse

      Neha Forex trading main jo abhi naya trader aata hai to usse Hamesha comtrade se shuru karna chahiye Kyunki Agar aapko foreign body trade lagata Hai To usse Jyada last hone ka be rich hota hai ISI liye aap breast kam se kam Le aur Choti Se choti trade Lagaye
      • #4 Collapse

        Gee bhai aao na bahut achi baat ki hai new traders ko zara sambhal sambhal kay forex mein chalna chahyea aur kam spread walay currency pairs mein trade karain inn ki market mein speed kam hoti hai jis se inn ko seekhnay ka mauqa milta hai
        • #5 Collapse

          g han bhai ap ny bilkul sahi kaha hy aur ye hr lehaaz sy new traders k liey best hy agr woh kisi aisy pair py trading krein gy jiska spread zyiada ho ga to experience na hony ki wajha sy woh zroor loss krein gy
          • #6 Collapse

            G sir ap ny bahut achi information di hy khas kr new member k liy kio k sab sy km spread wali currency pair p ap jab bi trading kro gy to ap ko us main jaldi profit milny k chances hoty hain aur joon hi ap trade open krty ho ap ka profit aana shuru ho jata hy to is liy new traders ko chahiy k wo un pair ko talash karaim jo km spread waly hon
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              new trader ko kam se kam spread k sath aisa pair b use karna chain jis ki movement seb se kam ho or wo 1 year main zaida up down ho mere khyal main usd/chf pair use kar k practice kare jab yeh pair profit daina lag jay phir usd/jpy par enter ho jay phir next pair eur/usd best hai

              اب آن لائن

              Working...
              X