Jald baazi na karen aik enough aik proper time den analysis ko before opening a trade
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jald baazi na karen aik enough aik proper time den analysis ko before opening a trade
    Dear friends bohat se traders ki aik big mistake hoti ha k wo jald baazi mei trade kartey hain without anything confirmation jiski waja se wo loss ker detay hain humey chaiye k hamesha mt4 open karen trade k liye mt4 open na karen sab se pehle chart ko dekhen achi trah achay se analysis karen jab perfect trade entery ban rahi ho tabhi hum trade len iss trah se success ratio humari barhay gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aap ne theek kaha hai jaldi ka kaam shetan ka hota hai jis mein nuqsaan hi hota hai aur aap ko chahyea kay aap apna time lagain aur complete analysis kay sath confident ho ker trade lagain ta kay aap ka nuqsaan na ho
    • #3 Collapse

      G dear hmara sb sy bara masla ye hi ha k hm forex trading ma kam krty huy bout jald bazi krty hn hmain srf ye lgta ha k forex ma profit hi profit ha balky haqeeqt ye ha k is ma loss bi bout ha agr hm log aik achy analysis py trading ni karain Gy tu hmain loss hi ho ga hmain jald bazi ni karni chaiy balky chart ko anylsis karny chaiy jb apko achi en mily tb entry karni chaiy
      • #4 Collapse

        Main Forex trading mein kabhi bhi jaldbazi nahi karni chahiye Kyunki jaldi kar kaam Shaitan ka hota hai aur agar aap jaldbazi se kaam karte hain toh aapko kabhi bhi last ho sakta hai aur aap ko Jyada Se Jyada nuksaan Bhi Ho Sakta Hai Jiski wajah se aap ka surror bonus pizza ya ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Gee haan bhai aap ko chahyea kay aao apna waqt kabhi bhi zaya na karain aur apni trade ko loss mein janay se bachain ta kay aap ko profit ho tou uss kay lye aap apni trades ki poori analysis karain aur aik complete an per amal karain
          • #6 Collapse

            Trading me jald bazi karna bilkul be ghalat hay market me teezi any ka 1 khas time hota hay jes me trading kar key ham acha profit earn kar sakty hey, expert traders key account hamary jesy little capital key nahi hoty magar per be esy traders achy time ka wait karty hey us key bad hi trading karny ki koshish karty hey, expert traders market session key open hony ka intezar karty hey koch traders London session ko zeyda profitable samjty hey aur koch traders ki nazrey USA session par lagi hoti hay hamy be expert traders ko follow karna chaye.
            • #7 Collapse

              G han dost ap ki bat sahee hy k jald bazi main trading krna theek ni hy aur jo bi traders trading k liy jald bazi sy km lety hain unko.loss hota hy aur aik time nikal k tasali sy annaylsis kr k ap ko chahiy k ap sakoon k sath trading kro
              • #8 Collapse

                Dosto jb ap trading krty ho to trading krny sy phely ap ko chy k ap achi trha analysis kry jb ap aik enough time dy lo analysis ko is k bd ap trading ko open kry Tak ap zyda profit hasal ho jo trader trade ko open krny sy phely analysis ni krty bilkay k jld bazi kr dyta hy to un ko loss he hota hy
                • #9 Collapse

                  zaida tar new trader ko chart ka b achi tarah pata nai hota wo 1 mins k chart par hi trade laga daite hai un ko chain invest k hisaab se chart accept kare or trade karo chart ko achi tarah daikh kar trend ko samjh kar order lagao jahan dil kare udhar order nuksaan da hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    bilkul dear ap ne sai kaha hum bina analysis k trading start kr dety hai jis se hum lose layty hai jb b market dhekhay to phelay market ko judge karay k wo ap se kia khena chati hai phir trade karay aur kamiyab ho gay phir.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X