News ko kaise check kartay hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ko kaise check kartay hain?
    Dear pahele tou aap ko news ka pata lagany kay liye site pay jana paray ga jo app aap use kar rahay hain
    Wahan se calender select karain tou current day ki news mil jayain gi jiss mein 3 qism ki news hoti hain
    jo Red color mein hooon ge woh High Impact Expected hoti hain jis sy market mein big movement hoti ha aur ka colour light orange hoga us main market ki movement medium hoti hai
    jis ka colour yellow hota ha jab wo show hoti hain to us waqat market mein buhat hi kam movement hoti hai to yeh hain 3 types ki news

    hum sub ny kaam karna ha to red impact expected wali news pay wo jab bi aye ge apko waha time mil jata hai tou aap uss ko dekh kar market mein kaam karain gay to aap ko bara proift bhi ho sakta hai aur bara loss bhi tou aap ko chahyea kay aap risk kam sy kam lain market ki direction ko dekh kar is mein apni trade put karain aap kay liye kafi benefit ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear agar aap Forex trading Main Ne usko check karna chahte hain to aap ko pata hona chahiye cake on my calendar ki news Ne Hame forecast or data Ka aapas Mein farak Maloom karna Hota Hai Hame Pata hona chahiye ke investors kya expect kar raha hai investor forecast kya Lagaya investor forecast expectation K motorbike Agar to data release hota hai newswala to market bullish move Karegi aur Agar against aata hai Supermarket nearest move Karegi in balcony instaforex bonus counter notice Kiya hoga Apne instaforex more music Ragni notice Kiya Hoga reading karne ke dauran kin market one side move Karke here opposite Ho Jati Hai
    • #3 Collapse

      News ko kaise read kartay hain bhai aap nay bahut zabarst briefing de hai aur jin logoun ko yeh pata nahin tha kay news ko kaise read kartay hain ya kahan pe news hoti hain tou aab woh easily news ko follow kar saktay hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        g dear aap kissi bhi website per chalay jaayen or wahan say calendar khol lay to nes aa jati hain red colour waali heavy or effective news hoti hay ager ham log iss ko parh lain or achay tarreqqay say samajh lain to ham market movemenet ko judge ker saktay hain or iss tarah acha profit aa sakta hay

        اب آن لائن

        Working...
        X