Withdraw issue

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Withdraw issue
    Friends main ne 3 din pahle withdraw kia tha skrill main laikin mere skrill account main abhi tak mony nahin paochi hai jabkah main ne koi trade bhi nahin kia hai to is ki kia wajha ho sakti hai aur abhi insta account main jo raqam withdraw se pahle show ho rahi thi wohi raqam show ho rahi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi aap instaforex ke website par apna account login karin aur wahan par financial waly option main jaain. Us list main sy aapko transaction history ka option nazar aay ga. Agar to aapka order abi pending main show ho raha hay to aap insta support par rabta karin. Ni to phir aap ny jo email address diya tha skrill ka wo chk karin.
    • #3 Collapse

      dear me apko ye baat batadun k jo working days hote haina market k means monday se lekr friday k ander ap es k doraan withdraw lagaya karen q k jab market on rehti hai tab he insta forex walo ka financial department on rehta hai or jab market band hoti hai to insta forex ka finance department bhi band rehti hai esi lia apka withdraw ni aya hai ub tak ub ap asa karen k market open hogai hai to ap insta ki live chat walo se baat karen to apko kal tak withdraw bejh dengay.
      • #4 Collapse

        Bhai insta forex ky sath sirf yeahi aik problem hai ky withdraw kafi late ker dety hain agar instant withdraw milta rehy tou ham zyada achy tareeqy sy trade ker sakty hain skrill main withdraw ka time main 7-8 working hours lekin 7-8 working days bhi lag jaty hain but ap wait kerain withdraw milta zarur hai
        • #5 Collapse

          bhai Jan instaforex ny time to 8 horse btaua hai skrill man withdraw dany ka but in ka maximum time 7 days hain mujy bhi withdraw 4-5 day man milta hai is luy bhai aap wait krin withdraw mil Jay ga aj he live chat sy bat krny ki bhi zrorat nahi only wait krin
          • #6 Collapse

            dear agar 3 din key bad be app ki withdrawal amount skrill account me insta ki taraf se transfer nahi howi to app ko instaforex finance department se contact kar lena chaye, insaforex finace department app ki withdrawal request kam se kam time me approve kar den gey.
            • #7 Collapse

              Bhai Jan aisa masla aksar ho ja jata Hy k ap kaam krty Hain or apko Jo bounas milta Hy wo ap with draw krty Hain lakin wo ap k account main nhi pohanch pata us k ly ap do teen din wait kr k check kry wo account main aa jata Hy asal main weekend py office band hoty Hain jis ki wajha say kaam panding hota Hy usy mukaml krny main time lag jata hhy apki money khi ni jati
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                kabhi kabhi lat ho jata hai par apko tension ki zroorat nahi aj ya kal ajaye ga agar na aye to ap forex ki live help sy contact kary ap ka masla hal ho jaye ga or agar ap ny rules follow kiye hongy to ap ko ap ka withdraw mil jaye ga.

                اب آن لائن

                Working...
                X