Forex trading ke waqt mind ka preasent hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ke waqt mind ka preasent hona
    ASLAMUALEKUM fellow members jub bhe ap bhe ap trading karne lagen to apne mind ko hazir rakhen kun ke agar ap k mind kahen aur ho ga to ap full focus nahe kar sekn ga Ur galty ke imkanat bohat zayada hain aur forex aese cheez hai ke agar ap choty se bhe galty karty hain to us ka nuqsaan ap ko apne hard earned cash ke soorat main dena hota hai iss lea jub bhe trade karen full forcus se karen ke sahe jagah py sahe faisla le saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar ap trade open kerty waqat mentaly present na hon gy tou ap aesi mistake ker dain gy ky apka spread hi ap recover nehi ker paen gy so jab bhi kisi pair main trade open kerna chahaty hon tou pehly mentaly khud ko check ker lain ky present hon tou trade open kerain warna trade kerny sy pehly rest ker lain
    • #3 Collapse

      yes dear men ap ki bat sy agree kerta hn kih ku kih jo traders hen in ko chahye key jb bhi trading karen us waqt to pehly jb bhi trading k lye behten to frsh mind ho kar behten or is waqt trading ko dooran apny per flly tarha focus karen ku kih full focus ho ga to posts achi lagen ge or achi tarha bouns hasil ker saken gey............
      • #4 Collapse

        Absent mind ky sath open ki jany wali her trade main sirf loss hi hota hai ky ap open trade kisi aur pair main kerna chahty hain aur ho kisi aur pair main jati hai jis ka spread wala loss kerna perta hai agar ham foran same trade ko close kerty bhi hain tab bhi so jab bhi trade open kerna chahain tou mind totally present hona chahiay
        • #5 Collapse

          w.salam han je friend ap sahe keh rhe hain dekhe waqai me agar hum apna full focus trading par ni rakhnegay or hum apne mind ko switch krte rahengay to zaher hai hum es non focus tareekay se koi ghalti karengay to us ghalti se hume 1 bare loss ka samna bhi krna parta hai layken agar hum achi tarha full mind ko relax and focus rakh k kaam karengay to bht profit earn kr skte hain hum dosto.
          • #6 Collapse

            forx m ap ku apna mind trding ky duran hmesha avtive rakhna chahye nahi tu ap lossing ka smana huga, jaha trading me thori si b glti hu gye waha ap ky paise loss hu sakte he is lye koshish kry trding baqaida checking krte rhe ta ky ap lossing sy bach saky.
             
            • #7 Collapse

              or dosri baat ye ky ap trding laga kr khi na jye is ku regular check kre ta mrket down tu ap losing sy bachne k lye khud stop kr dy nhi tu trade khod chalti rahe gi aur ap k zeyada paise loss hu skty he aur jald baazi m trade lagaye balk market ka analysis kr ky makammal tasalli kr le k waqye pairs se profit earn kr pao ge k nhi.
               
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                dear friend mein ap ki bat sy agree krta hon k hamein forex mein trade krty waqt mind ko sirf usi trade ki taraf tawajo deni chaheye Q k agar hum forex mein trade krty hein aur hamara dehan kisi aur jagah hota ha to hamein is soorat mein loss ka samna hota ha aur aisa bar bar krny sy account wash kr jaty hein .

                اب آن لائن

                Working...
                X