Forex trading ma 95% logo ko loss kyun hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    main samjta hoon forex main zada tar logon ko loss zada eran kerne ke chaker main hota hai kyun ke un ki knowlege inti nahi hoti or wo zada earin gker chaker main bina knowlege ke treding kerte hain jis ki waja se loss hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      dost aisa kehna main smjhon ga betterna ha is main koi aqiat wazh nhi hoti ha aor is ko jo aisa kehty hian un ki lailmi ha forex trading main woh best trader na hoty hain aor fazol hoty hain
      • #63 Collapse

        forex trading main log loss is liye karte hain q k wo ise learn nahi karte or na he wo is ki knowledge hasil karne main koi intrest dekhate hain jis k waja se wo loss karta hain or ek he galti ko bar bar repear karte hain
        • #64 Collapse

          Forex trading main 95 par sent logon ka loss is leya hota ha kay wo apney trade main jald bazi kartay hai or is main greed b kartay hain . or apney trade main volume b zayada lagatay hain . or agar wo apneyin mistakes ko cover kar lain to wo loss saybach jaain .
          • #65 Collapse

            Mairay khial main newbies ko loss ki bri wja unkay apnay knowldge ki kmi hoti hay mostly traders ke pass trading ke bare me knowledge nai hota hai na un ka koi expriance hota hai jis ki waja se market ko samjh nai pate hai or loss ho jata hai is liye hum trading ki paractice karni chaiye jis se hume knowledge or experiance mile ga trading ka
            • #66 Collapse

              janab forex trading main bht say traders ko loss is liye hota hai k un k pass trading ki knowledge nahi hoti na practice hoti hai na experience hota hai or na hi unhon nay learning ki hoti hai sahi say jis ki wajha say un ko kuch idea nahi hota trad ka or wo loss main jaty rahty hain .
              • #67 Collapse

                forex trade main kafi logo ko nuqsan zaroor hota hy par is ki waja wo khud hi hote hy kun ke wo jald bazi ka mozahira karte hy or aapni hi marzi karte hy or merket ko dekhe bager hi trade lga detee hy jis se nuqsan ho jata hy.
                • #68 Collapse

                  jee forex mein bhut ziada log ata hain lakin forex mein bhut kam log hota hain jo iss mein profit ko he get karta hain forex mein 95% loss karta hain aur ya wo log hota hain jo forex mein perpor learning nahi karta hain aur na he un k pas experience aur knowledge hota hai forex mein 5% wo loss success full hota hain jo iss business mein learning karta hain.
                  • #69 Collapse

                    forex me aesa thk kha jata hai k yaha pay takreeban 95% logo k nuksan hota hai aur ye wo log hotay hain jo k yaha pay kaam ko direct he karnay lagtay hain ye kaam karnay me aap ko achi tarha karna hota hai. aur second saray concept clear ni hotay aur bht se log bht jaldi krtay hain profit earn krnay me isilye loss hojata hai q k jb log jald bazi krtay hain to zayada tar logo ko loss hota hai yahan mehnat karain patience rakhain profit zaror hoga.....
                    • #70 Collapse

                      95% log is me loss krty hen jin ki waja ye hoti hy ke wo is me fully adjust he nahi ho paty, or wo greedness me a jaty hen jin ki waja se wo loss kr bethty hen or un ka jo main maqsad pora ni ho pata or wo trading chor dety hn
                      • #71 Collapse

                        mere khayal se jin logon ko ubh tak loss hota hai us me unki khud mistake hoti hai kam karne me warna esa nai ho or sath me knowledge ki kami ke bais bhi logon ko loss rehta hai hamesha
                         
                        • #72 Collapse

                          forex mai boht sary log ko loss hojathy hai esky kayi reason hosakthy hai mery khiyal sy k forex mai trade proparly market ko watch nahi karthy hai or apny emotion ko control nahi karpathy hai or greedy kathy hai jis sy loss hojathy hai
                          • #73 Collapse

                            Forex ak boaht he risky business ha dear forex me traders ko loss is liya hota hai kyu ke bhut se traders ke pass trading ke bare me knowledge nai hota hai na un ka koi expriance hota hai jis ki waja se market ko samjh nai pate hai or loss ho jata hai is liye hum trading ki paractice karni chaiye jis se hume knowledge or experiance mile ga trading ka ma forex business ko bohat he zada pasand karta ho
                            • #74 Collapse

                              forex aik risky job he or bht kam log yaan se pro***tay hen isi wajha se log is me invest karnay se dartay hen or mere hisaab se knowledge or experience kami hi loss ki wajha banti he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                ji ah bhi ji aisa hi hai wo is liy hota hai qkai un logo ko is kam kai bary mia kuch pta hota nahi hai wo iskam k0o chor daity hai ur direct real kaii andr kam krty hai demo kai andr kma nahi krty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X