Forex trading ma 95% logo ko loss kyun hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    Dear meray khayal mein to forex trading mein is liye loss hota hy jab ham without knowledge aur experience k trading karty hain kyun k jab tak ham market ko analyise nahi karien gay tab tak ham profit earn nahi kar saky
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      yar dekehin merey khayal se is liye hota hy ky jb un ko profit hota hy wo samjhtey hy un ko sab ajata hy jab ky ye business aisa hy ky hhumein is o daily basis par learn karna chayein kyun ky is tarha hum zarur kuch new sekhtey hy yahan se phr
      • #453 Collapse

        Jin bhe logoun k pass knowledge our experience kam hota hy un ko forex main loss hota hy our hum us say ager ache earning kerna parti hy to pher humean learning kerna zarori hy
        • #454 Collapse

          Dear meray khayal mein to forex trading mein hamesha un logon ko loss hota hy jo without knowledge aur experience k trading karty hain kyun k jab tak ap k pas market ko analyise karny ka knowledge aur experience nahi hoga tab tak ap profit earn nahi kar sakty
           
          • #455 Collapse

            Forex market main maximum traders isliay loss kerty hain ky just sell aur buy learn ker ky forex market main trade open ker lety hain without any analysis or without consulting forex market news na itna forex trading knowledge hota hai na hi forex market main trading ka experience jo trading ky liay bahot zaruri hota hai
            • #456 Collapse

              is main boht say log kam karty hain agr humain success hasil karni hay to humain practice saya kam karna ho ga is main ziada loss is liye karty hain kay mistake main earning nai hoti
              • #457 Collapse

                Assalamalaikum to everybody, bhae app nei achaa question kiyaa ha, bhae mare kheyal say Forex tradings karobar main 95percent logon ko loss es leye hotaa ha, ky unn ky paas maloomat aur tajruba nahin hotaa jiss ke wajah sy woh achee tradings nahin kr pate
                • #458 Collapse

                  Absolutely yaqeenan ziyada tar laog ismin lose kartaey ha, kayon ki bohat sy laog iskao aek dum bachaon kaa khil samajhtaey hen na koee reading kartaey hein na koe learn aor na koee practise aor Us ky baaed koee practise bhi nyi to lose he haoga.
                  • #459 Collapse

                    Main ye samjhta hon k forec trading main logon ko loss is wajah se hota hai k wo apne mistakes pai dehan ni faite bar bar wohe ghaltian dohratw hain aur bajaye un ghaltion se saikhne k wo forex ko doah daite hai jis ki wajah se unko loss hota hai
                    • #460 Collapse

                      bhai iski sab se barri wajah tu main samajhta hoon ye hai k aik tu wo greed kerte hain doosra apni feelings par control nhi rakhte aur panic ho jatay hain aur teesri sab se main wajah ke lot size apni equity ke hisaab se ziyada rakhte hain qk may be first time main unhain profit ho bhi jaye tu wo greed main parr ker apna account wash kerwa baithte hain
                      • #461 Collapse

                        forex men itny zada logon ki loss ki kafi zada reasons hein, logo k pas kam knowledge hota hai or log forex men jald bazi emn order ko open kerty hei or jald bazi men order ko close ker dety hein is terhan se wo forex men loss ker lety hein
                        Success is the Best Revenge
                        • #462 Collapse

                          Jo loge new trading main ya forex ko join karty hy wo ak ya do trade main profit hasl kar ka ya samj laty hy ka wo boht bady trader ban gy hy us ka bad un ka loss shoro ho jata hy wo market ko analysis nay karty aur trade laga daty hy jas sy un bar bar loss hota rhta hy
                          • #463 Collapse

                            Forex k kam may 95percent logon ko es wajaey sey loss hotaa ha, ky wo iss kam may bagheir info bagheir expirince ky genuine accounts may tradings shuru kardey tay ha, jiss ke wajaey on ko lose kaa saamna krna pr ta ha
                            • #464 Collapse

                              salaem members mein ap sy ye poochungee ki aaj kal kee zamaene main kitni percent laog hein jinn main ap sabr daikh sakti han ? wo bhee 90 yaa 95percent he hongaey isi ley jab aisaey he loh itnee he taaedaad main Forex pr hongaey to loss khd he honaa ha, wo laog sabr krty nahin hein juld baazee mei tradings krty hein aor lose hotaa ha, to tab khd he pachtataey hein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                uss ki wajah yeh hai key wo demo account mein practice kam karty hai thodi learning sikhty hain agar woh achi tarhan learning karein or demo account mein achi tarhan practice karein to 10% loss kar sakty hain or 90% win kar sakty hai yeh wajah hai key loog iss cheez ko bhol jatey hain or zyada profit key chaker mein money loss kar jatey hian

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X