Forex ka daily kitna hujam hy jo trade kia jata hy???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ka daily kitna hujam hy jo trade kia jata hy???
    Dosto us barey main app say apna knowledge share kernay laga hoon forex main char bare sab markets mil k us ko bnate hain jes main hain
    Austillia ki market hy
    Tokoyo ki market hy
    London ki market hy
    USA ki market hy
    Dosto ye market mil k forex bnatay hain ya app session khe lain jo k aik bad second open hotay haen us ka hujam daily ka trillion ka hujam hy usi waja say ye business risky hai so humean money ko manage ker k work kerna chahy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g dear forex market may 4 trading sessions hain jin main tokyo london australia or USA sessions waghera shaamil hain yeh sab sessions mill ker market chart banatay hain her session ka alehda time hota hay inn sab ka daily kharboon may hujam jaata hay or iss bussiness kay ziada risky honay ki wajah bhi yahi hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Volume yani hujam kay lehaz sy forex market duniya ke sab sy bari market hay jis main 1 andaazy kay mutabik daily 5 trillion dollars hujam ke trading hoti hay jo kay dunia ke kisi bhe aur market main nahi hoti hay. To aap sirf ye market choti na samjhin aur es main aram sy tahmul sy kaam karin aur aik na aik din aapko kamyaabi mil jay ge.

      اب آن لائن

      Working...
      X