Trading k liye shedule banain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k liye shedule banain
    Dear members kiyon k forex trading ek very havy business hy aur is mein unlimited profit k mawaqy hain aur is mein loss k bhi unlimited mwaqy hain is liye humein shedule tiyar karna chahiye k markit is waqt meri Knowledge k mutabik profit deti hy aur is time meri Knowledge k mutabik loss deti hy to profit waly time trad karni chahiye aur loss waly time ya to forum par posting karni chahiye ya phir demo par practices karni chahiye taky profit time profit ly sakein aur trading ka shedule hamari apni knowledge k mutabik hona chahiye naky kisi dusry ki knowledge k mutabik kiyon k ho sagta hy ap sahi hon aur dusra galat is liye forex trading mein wesy bhi shedule lazmi hy
    :1f63b:​BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han sir trading mein bina shadol k hum kuch bhi ni ly sakty to humein ek perfect shadol bna lena chahiye shadol k mutabik hi trad karni chahiye aur jab hum shadol k mutabik trad karty hain to humein kisi bhi cheez ka dar ni rehta humein malom hota hy k hamary shadol mein kiya hoga complete knowledge k sath shadol hona chahiye
    • #3 Collapse

      Bhi forex trading aik world wide business ha is py hr aik Kam hmain rules and regulations ko follow krty huy krna chaiy hr aik cheez ka schedule bnana chaiy trading ko proper time Dena chaiy hr time market k sath touch rhena chaiy ta k hmain aik achi entry mil jay Jo k hmary profit k liay best sabit ho hr trade ap k apny anylsis k mutabiq honi chaiy but us sb k liay zarori schedule hona chaiy
      • #4 Collapse

        G haan dost app ki baat theek hy forex main learning boht zarori hy isi leay us par zoor deaya jata hy k forex trading ko seikhaun us ki demo account main practice kerni chahy koin k sirf knowledge kisi bhe shobay main acha nahe hota doctor bhe doctori complete kerny k bad house job kerta hh practice kerta hy pher he wo aik acha doctor banta hy same forex main acha ttader bnany k leay zarori hy us ki demo main oractice ki jaey pher he live account main trade krr k acha profit bna pain gy
        • #5 Collapse

          yes of course Ami Forex trading mai tradingqna schedule banana chahiye Hame chahiye ki hum Jab Bhi trading kare Apne analysis achha Rakhe Oru second Hame chahiye Ke Hum Apne instaforex bonus counter jaby trading karecertificate stop loss and take profit limit Jarur Lagana chahiye aur UK fashion mein Amit reading Karni chahiye
          • #6 Collapse

            agat ap ny life time karni hai to ap sara time is ko ho dy or agar ap ny is ko as a part time job karna hai to phir apko is k liye schedule bnana pary ga or us tarha roz trading karni hogi ap as a part timr b acha earn kar sakty hai.
            • #7 Collapse

              wese trding krna koi bacho ka kaam nhi is k lye msalsal jado-jehad krni parhti hy ap jitna scehdule bna kr kry ge tu ap asni hu gi or ap bhtr trde krny me b success hu jao gy, trding m aksar difficult morh ate hy lakin hosla nhi haarna chhye.
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko achi profit lane ha to per hum ko time shudel banana hoga es leya hum ko first of all time shudel banana hoge per hum ko achi profit hoge es leya for trade hum ko time shudel banana hoga es leya for trade time shudel is the best way for us.........
                • #9 Collapse

                  Dosto ap ny trading kb krni hy kb ni krni es k ly ap k ly zroori hy k ap aik schedule ko bnaya or us k mutabik trading kry os jb jis din trading ka likha ho os din trading kry os k elwa ni lkin ye schedule aik experience or skillful hona chy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    bilkul dear ap ne sai kaha bina principle k hum trading karay gayto lose lay gay aur forex mein her time profit nnai hota hai hum ko note krna chaoye kis tim ehum profit hasil krty hai aur us k bd practise ko continue krna chaoye aur kam krna chaoye is se skills bharty hai aur hum expert banty hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X