Febonaki retracment is useful fir analyse support and resistance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Febonaki retracment is useful fir analyse support and resistance
    Ham trend ko analyse krne k liye different qisam k tools ko use krte hain ham trend lines ko bhi draw krte hain iske elawa ki qisam k indicators bhi use krte hain but agar ham analysis k liye febonaki retracment ka use kren to hamare liye kafi acha sabit ho sakta hai isliye febonaki retracment ko sekhna chahiye aur isse apne chart pe zarur apply krna chahiye iss se hamen kafi achay results milte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear ye to bahot hi acha tool hai aor ais mai ap ko trend mai trade bahot hi achi milti hai mean agar ap ne ais ko draw kia hai to ais mai ye hai k ap ko jo ais k strong lebel hai waha se trade laga leni chaye aor aus k baad next level ka wait karna chaye jaisy hi aus level par jaye to ap ko trade se nikal jana chaye kun k market waha se retracment leti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Suppor and resistence mein price seedhi nai chalti balkey seerrion ki shakal mein chalti hay serrion k jo level hotay hain unko hum febonaki kehtay hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X