For best trading always measure your skills

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    For best trading always measure your skills
    Dear friends agar ap forex mei success lena chahtay hain ap ko chaye ap daily apni skills pe gor karo aik din ap bohat expert trader ban jao daily ap jitni trading kro uss mei dekho kahan mistake thi kahan ap k paas proper knowledge nai tha kis cheez ki kahan kami thi ye sab chezen ap ko dekhni chaiye daily jab ap apni skills ko measure karo gay unn mei mazeed behtri ay gi aur ap ka experience b barhay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai insan galti ka putla galti ni kary ga to aur kia kary ga. Lekin insan ko koshish karni chahye keh kahein galti na ho. Galtion se insan bohat kuch seekhta he. Aur jo galtian woh karta he phr woh zindgi bhar nahi bholta us galti ko aur na he dubara dohrata he us galti ko
    • #3 Collapse

      G dear aapki baat bilkul hi darust hai hamen apne aap ko aur apni skills ko analys krna hamari trading k liye bahot hi zaruri hota hai isliye aap iss baat ka khayal rakhen k aap ne jo experience aur aur skills practice se hasil ki hain aapko inko test kr lena lena chajcha ta k agar aap ki stargteis men ya skills men koi mistake ho to aap isse avoid kr saken isliye apne aapko apni stargteis ko chek krna hamare loye zaruri hota hai
      • #4 Collapse

        yes dear ap ki baat sahe hai k hum ko pata hona chaye k hum kitny skilled hai aor hum ne ais market mai kaisy kaam karna hai aor humra kai result hai kun k hum jab ais market mai kaam karty hai to hum ko ye pata hona cahye k hum kitny expert hai ta k aus k hisab se hi bari lot lagye agar atny achy trader ni hai to risk kam hi lena chaye.
        • #5 Collapse

          Dear friends ma ap ki baat se ityfaaq kerta hun humey apni trading ki behtri k liye saath saath apni skills ko measure kertay rehna chaye jab humey check and balance system dekhtey rehna chaye k humari trading mei kahan kami ha kya mistakes hain jab hum daily bases pe inko dekhen gay inki improvement kertay rahen gay hum best profit ki taraf jaen gay
          :p Yes You Can Do :p
          Honesty + Sincerity = Prosperity
          • #6 Collapse

            insan galti ka putla galti ni kary ga to aur kia kary ga llekin insan ko koshish karni chahye keh kahein galti na ho galtion se insan bohat kuch seekhta ha skills practice se hasil ki hain aapko inko test kr lena lena chajcha ta k agar aap ki stargteis men ya skills men koi mistake ho to aap isse avoid kr saken
            • #7 Collapse

              Yes you are right ap.ki bat bilkul theek hay aur main ap.ki bat se agree karti hun k forex trading main agar ap aik ache trader bnna cahte hay tou ap ko cahiay ap.apne andar mazid se mazid tar skills paida kare istrha ap k knowledge main bhi izafa ho ga aur ap ka expiriance bhi barhe ga isi main trha ap aik acheaur kamiab trader ban sakte hay aik ache aur kamiab trader ki yehi nishani hay k wo apni daily skills ko brhate hay is main himaraapna hi faida hay
              • #8 Collapse

                Bilkul i agree agar ham sab log sath sath jesy jesy hamara experience barhta jaata hay aur ham experience hasil karty jaaty hain wesy wesy hamko apni performance ko check bhe karna chahey. Agar ham apni performance ko chk nahi karty aur sirf aur sirf agli cheezin sochty hain to hmain wahan sy wapis aany ma dushwari ho skti hai. Jis kay asraat dair paa hoty hain.
                • #9 Collapse

                  G han apne bilkil theek kaha forex teading main agar ap.aik ache trader bnnacahte hay tou ap.ko cahiay k ap.apne andar skills paida kare acha trader banne ki aur apne knowledge main izafa karne ki skilk barhae yehi ap ki kamiabi hay koi bhi acha aur kamiab trader wohi hotahay jo apni kamiabi se daily tou daliy apni skills ko bhi brhata hay aur iskam ko mazid se mazid samjhta hay isi main humari kamuabi hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    trading k liye bahot hi zaruri hota hai isliye aap iss baat ka khayal rakhen k aap ne jo experience aur aur skills practice se hasil ki hain aapko inko test kr lena lena chahiye jab ais market mai kaam karty hai to hum ko ye pata hona cahye k hum kitny expert hai ta k aus k hisab se hi bari lot lagye agar atny achy trader ni hai to risk kam jitna kam ho sakay utna len

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X