Dear agar aapko Fibonacci Retracement kay baary main pata hay aur aap ye nahi pata kay ye chart par draw kesy karty hain to main aap kay sath pics share karta hun us kay baad aapko samjh aa jay ga.
Sab sy pehly chart kholin aur chart par 1 baar tap karin phir neechy mention cheez par click karin.
Es kay baad aap Fibonacci Retracement waly tab main jaain. Aur us par click karin.
Last pe aap chart pe pehly up ya phir down point select karin aur us kay baad us ko aakhri point tak ly jaain.
Es tarha sy aap Fibonacci Retrace ment lagaty hain aur umeed ha aapko samjh aa gai hoge.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим