indicators
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators
    dear members me ap logo ye pouchna chata hn ke trade ke liye indicators ka kitna knowledge hona chahiye or kitna percentindication drust hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai gorex trading aik aesa business he jiske lye apke pas jitna zyada knowledge ho urna acha he apko indicators ke baare men achi trhan se pta hona chahye ke konsa indicator kis lye kaam kerta he or konsa indicator kis ke lye best he in sab cheezon ki malunat apko hobi chahye ..
    • #3 Collapse

      Dear friend humein forex trading business ko start kernay say pehlay aap kay paas jitni bhi knowledge ho utna hi acha hai aur humein indicators kay baarey mein achi knowledge honi chahiye.
      • #4 Collapse

        kaam start karnay say pehlay app ko forex trading ki knowledge hona bohat zarori hay. app kesi bhi experience banday say forex trading ki baray men complete information len than app kaam start karen indicator bohat zarori hotay hen for forex
        • #5 Collapse

          I think it's all very good indicator. even I myself use an existing standard indicators on my MT4. in my opinion, the best indicator that I use to be able to make a profit is an indicator of MA, support resistance, and indicators fibonachi. It is always an indicator I use in trade
          • #6 Collapse

            yar mare hisab se indicators bhe hamari bohat help karty hain trade main and yeh 70-80% tak sai he hoty hain baki khud bhe kuch search karna chaye is ke market ko visit karna chaye and than order place karna chaye..
            • #7 Collapse

              dear sir ager hum newly start kar rhay ha to hum indicaters use na kary kio k hum ko in k bary ma malomat nai ha jis tarh waqt guzeta jata ha os tarha experiance ma bh izafa hota jata ha or hum ko indicators k bary ma bh pata chalta jata ha
              • #8 Collapse

                Friend Indicators trading mein must use kerne chahye in se achi analysis hoti hai achi help hoti hai or Indicators k liye ziada knowledge need nahi hoti hai ap demo per one se two weeks ki practice Indicators ki ker lo bohat help ho gi.
                • #9 Collapse

                  yes dear foex main indicators bohat zayda importnae rakhtey hain is mainaghar trader is ko samaj jatey hain to is main trading in k ia kafi easy ho jati hain or is main wo achi earning bana sakttey hain
                  Messi Rajput :)
                  • #10 Collapse

                    forex main kaam karnay kay liye aapko is main trend reading aani chahiye . q kay jab tak aapko trend ka pata ni hoga aap profitable trade ninkar skain gay. trend ko smjhnay kay apko indicators ka use aana chahiye . jab aik say ziada indicators main aik jaisa signal milta tab aap trade karain jo yaqeeni tor profitable hogi
                    • #11 Collapse

                      Forex trading is a wide business and if we want to work on it then we have to get knowledge and paractce. Demo accounts is very good option to learn. we have to learn about indicators that how its work and what indicator is good time worker.
                      • #12 Collapse

                        trade karnay sa phlay ap ko complete technical anlaysis mein expert hona chye ka ap easily apni trade opne kar saky aur patience sa apni trad eko wins kar saky .indicators ap ko trading mein bht help karty hai
                        :cool::cool::cool:
                        • #13 Collapse

                          Assalam-O-Alaikum indicators ka use forex trading me bohat he zroori hota hay aur hum ko kabhi be aisa indicator use nahi karna chahiye jis ki hum ko asani say samjh na aa sakay bal kay hum ko aisa indicator use karna chahiye jis ko hum asani say samjh saken.
                          • #14 Collapse

                            Forum members jab tak app ko indicators k barey main complete knowledge nahe ho ga tab rak un jauae humery leay koi mana nahe rakhta hyapp ko babypips site say indicator k bareymain complete knowledge mil sagta hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business bhai her indicator ko read kernay ka tareeka alag alag hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X