meray exprience kay mutabik kuch trader aisy hotay hain jo two se zada trades aik sath loss janay par apni stragety ko change kar letay hain me ap ko batana chahta ho stragety ap ki market me success ka 20% hoti ha 80% ap ki pyscology hoti ha kay ap os stragety ko kis tarah aply kartay hain apnay emotional or patience ko control kar kay is liey jub b trades loss me jaey to ap apni pyscology ko theeek karay or os me se mistake se learn karay agr ap aisa nehi karay gay to yeh stragety change karnay ka silsala kabi b nehi rukay ga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим