Safe trading vs Risky trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Safe trading vs Risky trading
    dear members aj ham baat krty hain k safe trading aur risky trading k baary mein aur inky plus points aur negative points k baary mein ,agr safe trading ki baat ki jaye to is type of trading mein traders ki priority hoti hy apny capital ko bacha aur equity aur margin ko with in limit rakhty huye trading krny ki aur aksar long term trading krny waaly traders safe trading krty hain jab k risky trading mein aisa nhi hota us mein trader sirf apny profit k baary mein sochta hy aur kisi cheez ki parwah nhi krta aur aksar short term trading waaly traders risky trading ko pasand krty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    app ki baat say agree kerta hoon jab bhe forex main app profit k barey main souch k market main kisi bhe pair main enter hty hain to pher ap loss karen gay our us time app lot size bhe bare use keran gy mean lalauch main aa k trade krean gy to app ko loss ho ga huemsha loss ko deikh k market main enter honi chahy
    • #3 Collapse

      g dost apny bahot acha explain kiya hy dono types of trades ko aur isky elawa koi aur rasta nhi k trading mein profit bhi banaya jaye aur risk bhi na lena parry lekin agr koi kam profit k sath satisfy hy aur trading mein khud ko loss ki taraf nhi ly k jana chahta to ye hr aik trader ki apni plaaning aur trading style hota hy
      • #4 Collapse

        Diya Aur Ko Pata hona chahiye Kisi trading safe trading risky trading main farak Hota Hai Hame chahiye Ke Hum Apne instaforex bonus account ke upar safe trading Kare Aur Hum Jab Bhi analysis Kare played Laga Ne Se Pehle Dhoni first grade small volume of lot size Khiladi Chahiye secondly stop loss Kotak profit limit zaroor Lagana chahiye Kyunki check limit job and take profit limit of stop loss limit Lagate Hai To Hame Apne instaforex bonus accounts GRP nahi Lena Padta aur Hamari trains Assamese mein
        • #5 Collapse

          risky trading aksar account wash kar deti hy.behtar hy ap hamesha trade apny account k mutabik lagae.lot size ko apny account k mutabik slect karen to apka account wash nhe ho ga.safe trading risky trading se zyada faidamand hyn.
          • #6 Collapse

            bhai jaan ap ny thek kaha hy is mn dono cheezno ko follow karna chayeh kaun is mn agar hum safe traiding kary gy tu humeny boht faida ho ga is mn humeny agar hum riskey karey tu is ko safe tareeqy sy karey is mn bhe humeny boht faida ho ga ...
            • #7 Collapse

              Safe trading main ap ko profit thora hota hy aur safe trading sy apko loss bi km ho ga per ziada risky trading main bahut ziada nuqsan hota hy traders ka kio k ap full margin sy market main enter hoty ho aur jab market ap k.opposite jay gi to apko ziada loss hony k chances hon gy per risky trading sy jab ap.k haq main market aa gai to ap ko phr profit bi ziada ho ga
              • #8 Collapse

                yes dear mn aap ki baat sey agree kerta hun , kih risky trading jo hoti h us mn aap ko loss k chances bahut ziyada hen, kun kih risk honi chahiye balkih jis s apney emotions per qaboo paya ja sakey or safe trading jis mn aap apney emotions per control ker k safe trading ker k achi earning ker saktey hen ....
                • #9 Collapse

                  Forex trading main risk trading bi traders kert hain aur safe trading bi krty hain mokhtslif traders ka mokhtalif andazz hoty hain ziada risky trading sy agar ap ko loss ka der hota hy to ap ko phr isi tra risky trading sy apko profit bi to ziada hota hy na to is liy safe trading k apny faudy aur nuqsan hain aur risky trading k apny faidy aur nuqsan hain
                  • #10 Collapse

                    g dost main to safe trading ko ziada prefer krta houn keun k risky trading sy ho sakta hy ap 1, 2 bar profit hasil kr bhi lein lekin aksar ap loss krein gy aur apna account tak wash kara dein gy jab k safe trading sy ap forex mein in rahein gy aur kabhi apka account wash nhi ho ga han magr profit slow aur kam ho ga lekin iss baat sy preshan honay ki zroort nhi keun k ye professional traders ka trading style hota hy
                    • #11 Collapse

                      Dear friends, safe trading woh hoti hay jis main loss k chances kam hn and account wash na ho...safe trading main lot size hamesha kam rakha jata hay...and risky trading woh hoti hay jis main loss and profit dono bahut zayada atay hain....and risky trading main lot size hamesha bara rakha jata hay..risky trading main loss anay pa account wash bi ho sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        han g ap ne bilkul thek kaha hai brother safe trading long term trading hoti hai wo apny capital ko safe rakhty hain or thora thora profit bhi hasil karty hain mgr risky trading me ham es bat ki parwah nhi karty bas profit k bary me sochty hain or short term par kam karty hain
                        • #13 Collapse

                          treading k dono points he thek hy.agr ap safe trading krty hn to is m y ap ko bohet he km profit ho ga.lkn agr ap si my risky trading krty hn to ap ios my bohet he zayda profit earn kr sakty hn.q k agr hum is my risk nahe ly gy to humy ismy profit nahe earn kr sakty.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            G bhai main to safe trading ko ziada tarjeeh deta hon. Risky trading main loss hony ke boaht ziada chances hain aur loss boaht he ziada hota he. Jski ki wajah se hamain risky trading bilkul nahi karni chahye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X