Hedging kia hoti hai aur yeh kb karni chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging kia hoti hai aur yeh kb karni chaye
    Hedging aik strategy hai jis main trading se faida hasil kia ja skta hai agr ap hedging karen tu apko bahat si takleef se bacha skti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear friend main app ko btata chalo k helding trader us waqat kerty hy jb un ki koi trade musalsal loss ma ja ri ho to wo opposite trade lagaty hy same lot ki , for example app ki 0.1 sell ki lot loss ma ja ri to app 0.1 buy laga do to isy helding kehty hain jb trader ka account wash hony lagta hy us time helding kerty Hain
    • #3 Collapse

      Forex trading hedging b nooksan ki aik soort hy Esi trade ko hedging krny k ly ap heading ki technique ka pta ho chy msal k tor pr ap ny buy ki trade lgai hy or Mandi ap k against ho gai hy or ap ny apni current buy ki trader hy osy b close ni krna chty to phr ap ko market ki soorthal Dkh k shell ki trade lgani ho gi es trha agr market or nechy ati hy t buy ki trade sy nuksan or shell ki trade sy faida ho ga
      • #4 Collapse

        Hedging trading strategy esi situation me hi use karni chaye jab app ko lagy key app key open key gaye trades me app ko aur be zeyda loss ho sakta hay, esy condition me traders agar hedging trading strategy par depend karen gey to us ki equity stop ho jaye gi, hedging strategy se na us key trades me loss ho saky ga aur na hi profit jab market normal condition me ajaye gi to jo trades profit me hon gi us ko app close kar sakty hey.
        • #5 Collapse

          g bhai jaan ap ny thek kaha hy is mn ap ki bat sy mn bilkual agree hno kaun k hedging humeny traiding boht importa samjhna chayeh kaun k is ko use ko kar k is mn hum jb loss ata hy tu is ko use kar k is mn loss sy bach sktay hny ...
          • #6 Collapse

            Dear hedging bahut hi khatarnak kaam hai iss mein 90 % loss kay chances hotay hain aur 10 % profit kay iss lye humaing hedging nahin karni chahyea aur phir hedging forex rules kay bhi against hai laihaza aisa koi kaam na karain jis mein risk aur loss involve ho
            • #7 Collapse

              Bhai ap nay hedging Kay bary main kafi behtreen information do hay . Main samjhta hon jab hamara analysis theek na ho aor trade loss main jany lgy to humain hedging ki strategy use kerni chaey takeh hum account ko complete wash hony se bacha sakty hain.
              • #8 Collapse

                Dear hedging bahut hi khatarnak kaam hai iss kay lye bahut zayada experience ki zaroorat hoti hai aur yeh kaam aik mahir trader hi kar sakta hai agar aap karain gay tou aap ko iss mein loss kay chances bahut zayada hain iss lye risk na lain
                • #9 Collapse

                  Hedging sb se best hai lekin is ko selection ke ley sb se bhtr time 5 se 9 pm hoti hai is waqat agr hedging ki jay lekin us ke ley ap ka market per fully uboor hona chaye koun ke hedging main Zara si bhi ghaflat bhi qabil e qabool nai hai
                  • #10 Collapse

                    yes dear mn ap ki baat sey agree kerta hun, kun kih yeh hedging jo hai is ka forex mn bahut ahm kirdaar h, ku kih jab aap ki trae loss mn ja rahi hoto to aap loss s bachney k liye ap hedging ka istemaal ker k loss s bch saktey hen ...
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Heading usko Kehte Hai Jisne aapko trading karte waqt Bol Radha Bol Assassin ho aap usko Naseebo Se Jyada fayda Hasil karke bahut jyada reading kar sakte ho Agar aapko heading ka pata hai to aap se bahut hi jyada Paisa Vasool kar sakte hain aur Jyada Se Jyada acchi trading bhi kar sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X