best analyse kounsa hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    best analyse kounsa hota hai
    salam dosto,

    forex trading me wese kafi kisam k traders hote hain
    kuch asay hote hain jo technical analyse par trading krte hain
    kuch asay hote hain jo k fundamental analyse means news par trading krte hain
    kuch asay hote hain jo k sentemental analyse par trading krte hain
    kuch asay hote hain jo k price action par trading krte hain
    kuch asay bhi hote hain jo en sub ko mila kr total and overall analyse nikal kr phir trading krte hain

    ub me yahan ap se ye poochna chahahunga k k ap en mese kounsa analyse istemal krte hain or us se apko kis had tak results milte hain profit ki shakal me ???

    reply kr k sub log apne apne tajurba bataye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai technical analysis ko read kerna bahot easy hota hai jo her koi read ker sakta hai aur un per hi her koi trade bhi open kerta hai lekin phir bhi maximum traders ko forex trading main loss hi hota hai but jo log fundamental analysis per trade kerty hain tou unko loss kam hota hai aur thory time main kafi sara profit bhi hasil ker lety hain
    • #3 Collapse

      jee haan bhae ap nay theek kaha hai forex main 3 kisam k analysis normaly hoty hain jin main mostly traders 2 ko to follow kerty hain jo k ye hain

      1 technical analysis
      2 fundamental analysis
      3 sentimental analysis

      dosto un main say mostly traders jo k expert han un ka khena hai k technical analysis siekhnay chahain koin k market k fundamental technical ko follow kerty hain our jo set up ban raha hota hai market us ko follow kerti hai
      third app nay price action ka kha to dost ye koi analysis method nahe hia ye to bus trade k leay use kerty hain method hai jesay volume spread analysis hai
      • #4 Collapse

        Bhai jo analysis aap easily kar lain aur jin se aap ko zayada benefit hota ho wohi sub se best hain aur mere khayal mein tou aap ko technical analysis aur fundemental analysis per tawajah deni chahyea kyun kay sub se easy aur effective analysis yehi hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Bhai aap ko aik perfect trade laganay kay lye bahut se aur her qism kay analysis karna partay hain aap kisi aik analysis per depend nahin kar saktay hain agar aap kisi aik analysis ko lain gay tou aap ki trade mein koi na koi kami reh naye gi

          اب آن لائن

          avatar Ayn
          Working...
          X