Trading Ideas

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear forex me learning k ley bahot hi hardworking ki zarorat hoti hay, jab tak proper knowledge or experience na ho forex me success na mumken hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Bhai jan meray khayal se forex trading business mein kafi experience chahiye bulkay jitna ziyada experience ho ga humara utna he faida ho ga is liye humain apna experience barhaty rehna chahiye ta k hum kamyab ho jayen.
      • #18 Collapse

        salam to all members .main is k mutaliq yahi kahon ga k kisi kam ko karnay k liya pahlay usay achi tarha samjh lana zaroori hota ha isi tarha forex trading ki conditions ko samajh lana chahiya ta k ap us ko bahter tareeqay say kar saken
        • #19 Collapse

          Aap agar new hain forex main to aap ko chahiye keh first jab trading start karen to first price action ko samjain aur phir market trend ko hi follow karen daily time frame main. Trade hamesha small lot size use karen ta keh greed se account wash na ho jaey.
           
          • #20 Collapse

            bhai ager aap new hain to sub say pehli baat kay ap ko iss online buessiness ka enough knowledge hona chahiye kay aap achi earning ker skain or mehnt say kam kren
            • #21 Collapse

              my best firend agr apne abhi is business ko start kiya hai to ap ko pehly is business ko achi trah seekhna chahiy is ka knowledge gain karna chahiy jaha sy bhi mumkin hu is k bad ap ko is ki demo bhut zayada practice karni chahiy demo aik bhut hi acha source hai is business ko seekhny ka
               
              • #22 Collapse

                apko ak demo account open krna hai 200$ sy or us me ap practice kryn fundamentl analysis kr k tecnical analysis kr k trade lgayn to phr apko practice ho ge kam al kam 3 month demo use kr lyn phr apko live account me anna chaiy
                :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
                • #23 Collapse

                  dear Forex trading karny k liye ap k pass is ka jitna bhe knowledge and experience and skill ho wo bhe kam hai and is liye ap ko chaye k ap hamesha is ke learning karty rahy achy profit k liye......
                  • #24 Collapse

                    yar yah tu achi bat hay kay aap trading shuro karnay lagay ho lakin pahlay aap ko chahiyah kay pahlay demo pay kafi practice karlo or phr jab tasali hojaia kay kuch na kuch kamyabi hogi tu phr trade karain wana mat karin or phr say demo pay trade lagaian.
                    • #25 Collapse

                      dear friends app jab jab forex trading main kam kertay hen app ko trading ka idea ho jata hay or app is main achi trading kernay lag jatay hen or earning bhi.
                      • #26 Collapse

                        bhai agar aap successful trader bun'na chahtay ho tau pehlay dhair sari learning karo aur practise karo demo account per phir hi aap apni 1st trade ko aik kamyaab trade bana saktay ho aur paise kama saktay ho.
                        • #27 Collapse

                          in trading we have to have a lot of ideas and all will be fine and all need self control and all need the process and all need processes and peace will be very nice and all need the process and all the good will and self control are very good and all need the process and wait.
                          :)
                          • #28 Collapse

                            mery bhai main ap ko batat hun k dear dekho ap k pass learning or experience ka ziada se ziada hona lzmi hai jitnaa ziada hoga ye ap ko utna ziada faida hoga or ap ziada kama sako ge or dosri baaat ye hai k mery bhai ap ko experience demo se mil sakta hai jitna ziada ho saky hasil kro .
                            • #29 Collapse

                              assalamu aliakum dekhein mere bhai agar aap new trader hain to meri to aap ko sub se phlein yeh advice hogi ka trading ka doran apnein dil mein greed ni ane dena starting mein low risk prefer karna high risk ka chakar mein ni parna or trading se phlein market ko achi tarah se analyze karna or kisi kism ki jald bazi mein ni parna.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Aik successful trader bn'ny k lie sbsay pehly to aapko yeh pta hona chaiye k aap k pass forex ka sara knowledge hona chaiye aur aap ko apni skills develop krna hn ge forex trading ke through the demo trading account aur agar aap hardworking krty hain to aap k achy trader bn skty hain in 1 to 2 years. Is say pehly aap successful trader ni bn skty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X