Best learner k liye advise bad experience aur loss se aati ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best learner k liye advise bad experience aur loss se aati ha
    Dear friends me samjhta hun k aik best learner wohi hota ha jo apni mistakes ko value deta ha k jo mistakes huwi onko improve krna ha takay next mistake na ho so ye aik big advise hoti ha uskay liye k mujhey inn wajuhaat se loss howa tha next care krong k ye mistakes repeat na ki jay best learner asa hota ha issi wajah se wo next success hasil karta ha ap b iss habbits ko apnao bohat faida hoga ap ko
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
    Dear friends me samjhta hun k aik best learner wohi hota ha jo apni mistakes ko value deta ha k jo mistakes huwi onko improve krna ha takay next mistake na ho so ye aik big advise hoti ha uskay liye k mujhey inn wajuhaat se loss howa tha next care krong k ye mistakes repeat na ki jay best learner asa hota ha issi wajah se wo next success hasil karta ha ap b iss habbits ko apnao bohat faida hoga ap ko
    yes dear ye to apny thek kaha traders ko jsab loss hota hai to wo apni mistakes ko daikhty hain or phr un mistakes ko daikh kr thek krny ki try krty hain or successful traders wo hotay hain jo apni mistakes sy learn krty hina
    • #3 Collapse

      g haan ap ki baat sey itefaaq karti hoon aap ne theek kaha ha aiok acha trader wohi hota ha jo loss se seekhta ha loss hojanay pe mayoos nahe hona chaiye balkay loss se seekhnay ko milta ha k problem kya thi loss kyo howa isliye hum keh saktay hain k best learner k liye loss aik advise ka kaam karti ha
      • #4 Collapse

        Bad experiences aor losses hi hoty hen jo kisi trader ko kamyab aor paaydar trader banaty hen,q k knowledge to wesy bhi hota he trader k pas magr jo knowledge loss se hasil hota he aor sath sath experience bhi lybkr ata he k bilfarz is tarah se trading ki thee to ye loss hya tha, trader wesi ghalti phir kabhi nai dohray ga.
        • #5 Collapse

          han je bilkul dost hum jab trading k dooran jo ghaltiyaan krte hain wo humare lia 1 acha sabaq hota hai or hume ye krna chahe k hum apni un ghaltiyoun se sekhen or unko sudharne ki ya repeat na krne ki koshish karen yahe humare lia bht best tareka hai jis se hum 1 kameyab trader ban skte hain.
          • #6 Collapse

            hna g ap ny thek kaha hy ap ki bat sy mn bilkual agree hno kaun k agar hum is mn apni ghati ko dekhney tu humeny is mn is ko samjhey or is ko phr kholey dil sy accept kary tu phr humera is mn boht faida ho ga kaun k is mn ghalti ko samjhta or accept karney he sy bnda kuch na kuch skta hy ...
            • #7 Collapse

              Traders ko loss aur us ki mistakes lesson ya advice hi hoti hay jo traders apny loss me se lesson hasil kar lety hey meri nazar me wo successful traders ho sakty hey, loss hony se hi expernice ko improve karny ka muqa mil sakta hay, mery khayal me jo traders loss ko ignore karty hey wo kabi be good expernice hasil nahi kar sakty.
              • #8 Collapse

                ye to apny thek kaha traders ko jsab loss hota hai to wo apni mistakes ko daikhty hain or phr un mistakes ko daikh kr thek krny ki try krty hain asay traders he success hotay hain aiok acha trader wohi hota ha jo loss se seekhta ha loss hojanay pe mayoos nahe hona chaiye balkay loss se seekhnay ko milta ha k problem kya thi loss kyo howa
                • #9 Collapse

                  ap ki baat sey itefaaq karti hoon aap ne theek kaha ha aiok acha trader wohi hota ha jo loss se seekhta ha loss hojanay pe mayoos nahe hona chaiye hum apni un ghaltiyoun se sekhen or unko sudharne ki ya repeat na krne ki koshish karen yahe humare lia bht best tareka hai
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko successful trade karna ha to per hum ko achi achi trade karni hoge taka hum ko achi profit meel saka laken ager hum sa kuch mistake hote ha to per hum ko wo mistake ignore karni chaheya q ka ager hum mistake ko ignore nhi karta ha to per hum ko again again loss hote raha ge.............
                    • #11 Collapse

                      Asa hi hota ha Traders ko loss aur us ki mistakes lesson ya advice hi hoti hay jo traders apny loss me se lesson hasil kar lety hey meri nazar me wo successful traders ho sakty hey, loss hony se hi expernice ko improve karny ka muqa mil sakta hay, mery khayal me jo traders loss ko ignore karty hey wo kabi be good expernice hasil nahi kar sakty.forex teading main bets timing ka bhi bht hi sport krta ha
                      • #12 Collapse

                        yes dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih jo traders is page men old hen un k lye advise to un ko apney ab tk is page men rehty hi ho gai ho gi ku kih un ka apna hi itna knowledge hoga kihun ko b loss a raha hy or wo is ko achi tarha recover ker saktey hen............
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          yes dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih aj kal jo bhi traders hen ya koi or bussines man us ko best lernings ki advise to apney loss sey or bad experince sey milti hey ku kih traders ko malom ho chuka hota hey kih kis waqt mujhy loss hoga or kab us ko faida hoga...................

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X