Robots say trading????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robots say trading????
    Dear dosto aaj kal robots ka bht trend chala hoya hai in main computer language main programing feed kar diye jatay hain aur yeah khud hi trade opem ya close kartay hain q k in main salahiyat hoti hai chaye computer on ho ya of ho yeah khud bakhud trading kartay rehtay hain .aur kaafi profit detay hain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee dear app na boht achi post ki hy robot trading karny waly apna experience hasill nahien ker paty and ais ka chahyee thoora sa faida ho kisi trader ko likin long term ma trader ko ais ka nuksaan he hota hy ais liye mery khayal ma robot trading ko avoid kerna chaye and apny skills ko improve kerna chayee
    • #3 Collapse

      Dear robot main jitna acha programming hoi hui hoge aur jitna zayda achi tarha sy strategy bnaai gai hui hooge utna he zayda aapkoo achyy results milen gay. Agar aap aik internet sy free robot download kar kay bht paisa kamana chahty hain to phir ye bht he muahkil ha. Es ly robot agar lena ho to koi achi reputation wala lain.
      • #4 Collapse

        dear main ap se is bare main agree ni hoon log robot se trading to zroor kertay hain but wo profit se ziada loss he datay hain kuin k un ko jo program day dia jata hay wo usi trah he kam kertay rehtay hain jeb k market to trend change kerti rehti hay is lie mare khayal main manual trading he kerni chahie.
        • #5 Collapse

          Dear friend main manta hon k aj kal robot trading bhut ziada chal rahi h. Forex main aik option robot wala hota h usay on kar dia jata h aor ye khud- Bakhud trade ko on karta h aor close bhe karta h. Lakin ye robotic option bhut he risky h. Is say hamain loss bhe ho sakta h aor kabhe kabhe to account k wash honay ka khatra bhe hota h...
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: manobhai078 پيغام ديکھيے
            Dear dosto aaj kal robots ka bht trend chala hoya hai in main computer language main programing feed kar diye jatay hain aur yeah khud hi trade opem ya close kartay hain q k in main salahiyat hoti hai chaye computer on ho ya of ho yeah khud bakhud trading kartay rehtay hain .aur kaafi profit detay hain..
            mainay robot trading kabhi nahi ki or na he mujhe robot trading krna pasand hai main to khud trading krta hn or manual trading krna he best hota hai q k jab ham manual trading krty hian to ham kafi kuch learn krty hian
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              ni dear me apki baat se agree ni karunga robot se trading krne me hume overall loss he milta hai shuru k kuch days ya hours robot hume acha profit dekhata hai layken jese he running trades k beech me koi news ajati hai to robot phir us trade ko control ya hedge ni kr pata hai jis se hume bht zada loss hota hai es lia best yahe hai k ap manual trading karen or achi earning karen.

              اب آن لائن

              Working...
              X