Forex teacher vs forex trader.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex teacher vs forex trader.
    Dear fellow members hm sab ny forum ko islye join kia hy k hm kuch earning kr sakain, yahan pe everyone wants to have money, ,, forex mai pesa bnany k different ways hain.. jin mn trading b Hy aur teaching b.. ap ka kia kehna hy k forex trader zada pesa earn krty hn ya forex teacher?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friends, forex main hamara pehla focus learning ka hona chaheay...bahut saray members forum pa posting to kartay hain but un ka mission yahi hota hay k zayada say zayada posts karain aur zayada bonus earn karain...un ko chaheay k un ko zayada focus leaning pa karna chaheay q k learning hogi to bonus say profit earn kar sakain gay woh.
    • #3 Collapse

      Bhai mare khayal main pasa to trading main he hai ap teacher ho sakty hain lwkn mare khayal main teacher ek muqadas farz hai agar ap teacher banana bhe chahen to kise ke khaal utarns ke lea na banen teacher balky pasy apne trading se he kamamyen teacher ko sirf ek achy maqsad ke lea rahny dain
      • #4 Collapse

        dear ap ki post bady ajeb se hy teacher vs trader ,forex trading main aik teacher bh to trader hi hota hy aur trader bh teacher ban sakta hy,aur mostly trader bh trading ke sath sath forex ki training bh to daity hn so mairy khayal ke mutabik in dono main koi farak ni
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          bhai jan forex main hamara sab say pehla focus learning par hona chahiay. hamain forex k baray main bhut ziada knowledge haasil karna chahiay. agar ham forex k baray main mukamal taoor par jantay hon gay to ham asani say trade lga kar acha sa profit haasil kar saktay hain...
          • #6 Collapse

            yes dear mn ap ko batana chahta hun kih is mnkoi taecher or na hi koi students hota h balkih earning kerney k liye zaroori yeh hota h kih aap forex ko join ker k achi or mayari posten kerni chahiye ku kih jis s aap ko acha sa bonus mil sakey is liye jb aap ko acha bonus miley to aap n jald baazi ni kerni or demo account per kasrat s practice ker k trading open kerni chahiye jis s aap achi earning ker saken gey........
            • #7 Collapse

              bhai jan forex trader zyada earn kar sakty hain forex teacher ko chahye k wo es training ko free nhi kar sakty to logo k lye asani zaror bana dein ta k zayada se zyada log es sahoolat se faida utha sakain or trading par to wo already earning kar he rahy hoty hain to apni skills ko dosro k sath bhi share karna chahye
              • #8 Collapse

                Forex trading main trading k doran ziada profit traders kama sakty hain kio k teacher jo forex trading nk hoty hain wo sik limited earning lety hain jab k forex trading main traders aik din main aik teacher jitni earning kr lety hain to iska matlab yeh hova k traders ziada earning krty hain
                • #9 Collapse

                  Forex trading main traders aur forex trading ka teacher dono ki bahut ziada importance hy aur ziada earning dono traders aur teacher ly sakty hain is main shert yeh hy k jo trader ya teacher ziada hard work kry ga wo is forex trading sy ziada earnings kry ga
                  • #10 Collapse

                    g han is forum main har koyi kam is liya ker raha hay.kay wo apnay liya kuch na kuch profit earn karay.mujay lagta ha kay jis kay pas is business ka acha knowledge and experience hota ha,wohi is business main acha earn kerta ha.or bhai jis kay pas is business ka acha knowledge a jay.to usay teacher ben ker kamanay ki kaya zaroret ha.is liya mujay lagta ha kay 1 acha trader hi is business main zayada earning ker sakta ha.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Cm1 پيغام ديکھيے
                      Dear fellow members hm sab ny forum ko islye join kia hy k hm kuch earning kr sakain, yahan pe everyone wants to have money, ,, forex mai pesa bnany k different ways hain.. jin mn trading b Hy aur teaching b.. ap ka kia kehna hy k forex trader zada pesa earn krty hn ya forex teacher?
                      Salaam Alaikum ji Bhaijaan agar aap trading 24 Se Kare Ye nikke agar aap Forex trading Epic Forex from par posts yeah thats ko acche tarike se read karne ke baad uska jawab Denge aur demo account par kaam karte rahenge to aapko trading business sikhne ke liye Kisi Aur teacher Ki Zaroorat nahi hogi
                      • #12 Collapse

                        Han g bilkul thk kaha ha ap ne sb ki koshish hoti ha k forex main trading kr k acha profit liya jaye or bht se log apna target achive kr laty hain or kamyab ziadagi guzarty hain ..ye to trader pe depend krta ha k wo apna expriance dusron ko share krna chata ha ya nahi wo as a forex teacher bhi logon ko forex sikha skta ha or is se bhi earning kr skta ha .but ye asaan nahibhota bht mehnat chaye is kam k liye .
                        • #13 Collapse

                          Forex teacher agr apko kuch samjhana chahta ay to us ki baat ko samajhna chhye hay qk wo apko apk faiday ki baat karay ga magr trading mai apko kuch nahi pata hoot hay k apnay kaisay kaam karna hay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Us barey maen dost mera point of view ye hy k jo forex trader haen jo experienced trader haen wo profit ache earning kertsy haen our ager wohi trader forex maen teacher bhe haen to understood c baat hy forex trading saY trade ker k bhe ache income eaen kee rahy hoon gay koin k un ka experiene kafe zeada hota hy jes pay wo parhaty our seikhty our trade bhe kerty haen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X