Forex kahan se seekhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex kahan se seekhen
    Fellow members ASLAMUALEKUM bhai bohat se loogon ka yeh sawal rehta hai ke forex seekhna to chahty hain magar kahan se seekhen koe aese jagah ho jahan se hum kuch learn kar paeen to un sub dostoon ke lea main kuch points bataun ga jin se ap behtar toor py trading seekh paen ga
    1) pak forex forum main ap search ke opion main jo ke jo ap ke query ho ap us ke keywords type karen ap ko us ke related bohat achy rahnumai mil jae ge bohat experiance trader hain iss forum py aur wo bhe apne language urdu main phr bhe agr query solve na ho ya mazeed kuch seekhna chahen to babypips ke name se website hai wo zaroor check karen air atart se end tak read karen ap ek bohat behtar trader ke toor py ubher ke aaen ga us ke baad koe bhe aese stratgy choose karen jo ap ke capital aur personality dono ko suite kare
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friends, forex ko sekhnay k bahut saray sources hain for example
    1. pak forum pa posting kar k ap learning kar saktay hain, aur seniors say koi sawal bi poch saktay hain
    2. youtube par forex trading k bahut saray courses mil jatay hain
    3. ksi senior ko pay kar k bi forex trading sekhi ja sakti hay
    • #3 Collapse

      dear bro ap ki bat thk hy ke akser log ye pochty hn ke hum forex trading kahan se seekhin to forex trading ko seekhny ke hazaron source ya method hn ,ap forex trading different forex forum se bh seekh sakty hn ap forex trading kisi expert se bh seekh sakty hn ap forex trading kisi academy se bh seekh sakty hn ap forex trading websites se bh seekh sakty hn ap forex trading youtube se bh seekh sakty hn ap forex trading online kisi se seekh sakty hn ap forex trading paid courses se bh seekh sakty hn ,isi tara aur bh kai source hn forex ko learn kerny ke
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        dear friends forex ko sekhnay k liay bhut say achay sources hain. For Example:
        1: ham youtube par videos dakh kar forex k baray main rehnumai haasli kar daktay hain.
        2: ham forex k baray main books ko read kar k bhut ziada kniwledge hasil kar saktay hain.
        3: ham pak forum par apnay seniors say swal pooch kar un say rehnumai hasil kar saktay hain.
        • #5 Collapse

          yes dear mn ap ko forex k learning kerney ka sab sey asan tareeqa bata hun kih hum browser mn ja ker youtube per pakistan forex forum search karen gey to humen bahut si video aap ko milen gi jis ko open ker k aap pakistan forex ko achi tarha jaan saken gey or is ko join ker acha faida uthaen gey........
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            dear friend forex sekhny k lye sab se behtar or jald tarika kese teacher se learning karna hai es se jo bat ap ko 10 din me pta chalni hai wo 1 mint me pta chal jati hai or experienced teacher se loss se bachny or skills ki improvement milti hai

            اب آن لائن

            Working...
            X