Oil and gold trading?????
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil and gold trading?????
    Dear dosto mera aap sub say aik sawal hai senior member khaas tour pr jawab dain k jo curruncy pair pr trading hoti hai woh to hum in k mulk k halaat k mutabiq kartay hain k curruncy tb up jaati hai jub halaat behtar hun aur down tb jaati hai jub economic cindition buri ho to dosto oil or gold ki value kesay up down hoti hai koi bata sakta hai kia...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    oil aur gold ki market ka taluq be direct us dollar se hota hay, agar app oil ya gold me trading karna chahty hey to us dollar ki currency market ka jaiza lena ho ga, oil aur gold ki market us dollar key against move karty hey, us dollar ka strong hony ka matlab hay key oil aur gold ki market weak ho rahi hay.
    • #3 Collapse

      bahi jaan ap ka sawal boht acha hy is mn ap k sawal ka jawab is tarah dno ga agar jis cheez ki mang zaida ho gi tu is ki price bhe zaida ho ga is mn yeh bhe is tarh hy k ap is mn ap ko yahne samjhna chayeh k is mn bhe yahne proceess hota hy ...
      • #4 Collapse

        Oil and gold ki movement b inki interest pe depend karti ha kyon k barray barray countries k banks involve hain commodities trading mei barray tijaarat kaar barray fiance service idaray b iski up down movement mei barra role play kertay hain kyon k onko dilchaspi ko b baat hoti ha baaki forex trading ha buyer sellers ka volume b bohat depend kerta ha inki movement pe tou dollar index ka b role hota ha gold k up aur down janay mei
        • #5 Collapse

          Dear asa nai ha k mulki halaat ka asar sirf currencies pe hota ha ap iss baat ka andaza laga saktey ho jab kisi mulk ki condition economicaly koi b issue ho tou euro k saath saath gold pe b asar hoga dollar strong hoga tou gold oil down hongay ye cheezen technichal and fundamental dono mei ajati hain hum inn dono ko deeply dekhen gay tab humey best experience hoga iss baray mei
          :p Yes You Can Do :p
          Honesty + Sincerity = Prosperity
          • #6 Collapse

            Bhai ap oil or gold sub main trade krty ho doller py b trade Hoti Hy lain doller k rate py Sara daro madar Hy aay Roz doller kbi kam ho rha hy kbi zyada jis say log boht faida b utha rhy Hain or boht zyada nuksan b boht ho jata Hy Baki log jis py marzi trade kry
            • #7 Collapse

              g bhai jan ap ne bilkul thek kaha hai currency ka up down hona us mulk ki ecomoney par depend karta hai or es ko analyse karna easy hota hai jab k gold or oil aik almi product hai es ka asar jab parta hai to pori duniya me parta hai agr almi mandi me es ka rate down ho jay to boht zyada loss ka samna karna parta hai
              • #8 Collapse

                g dear yeh baat to sahi hay kay pairs ki movement economic haalat kay mutaabiq hoti hay dear gold or oil ki movement bhi ziada mukhtalif nahi yeh inversely proportional hai US ki economy per us strong oil down goold down us weak gold and oil up lekin ager koi doosri countries us ki cheezon per tax lagaati hay to us ka bhi effect hota hay7
                • #9 Collapse

                  dear main ne gold ki market ka analysis to ni kia but i think k ye aik trending trading hoti hay jeb aur jis traf market ka trend ben jata hay usi tref ye jati hay aur oil per to main indicators ki help se trading kerta hoon aur mara khyal hay k ye b almi mendi k hisab se up down hota hay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    forex aik business hy or jo log news dety hen un ki news bilkul drust ni hoti wo market ki analysis krty hen or us ky mutabik signal dety hen or us signal ka pora chance hota hy ky wo drust ho pairs ki movement economic haalat kay mutaabiq hoti hay dear gold or oil ki movement bhi ziada mukhtalif nahi yeh return proportional hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X