Why many people lose money in Forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    our studies can give us permanent source of profit for a long time and trading here we can make so much money in short time after learning we can also survive for long time in trading with good profit gaining.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      people ko forex ka sahi trah sa knowledge nahi hota hain wo forex ko learn nahi karte hain is main acha experince nahi hasal karte hain is waja sa un ko forex main loos ho jayta hain forex main trader ko greedy ki waja sa be bohat loos hota hai
      • #48 Collapse

        Hamary is bhai ny bht Pyari baaten or Experience Share kiya hy k log trade ma fail Q hoty hn, Q k wo 1 din ma amer ho jana chahty hn, Sabar esi cheez hy k jis ka phal meetha hota hy, yeh chezz ap ko Forex btaye gi k kesy hota hy or kr k dikhaye gi
        • #49 Collapse

          Mostly traders ki in hi cheezoon ki wajah se loss ko face karna parta hai jo is thread mein mention hain, humein ek to sab se important forex ki learning leni chahiye isko start karne se pehle kyun k koi bhi kaam bina learning k nahi kiya ja sakta and agar hum learning karen ge forex ki baqi cheezein humein khud hi samjah aajayen gi jis se humein loss nahi hoga.
          • #50 Collapse

            log ais lia money lose krta ha ku ka un ka ps proper knowledge ni hta ka market ka sath kaisa chalna ha aur un ka mind ma aik hei baat hti ha ka wo 1 din ma ameer ban jae aur ais wajha sa wo apni miney lose kr dta ha...
            • #51 Collapse

              dear ap ne boht ahcii post kin hain mere khiyal mai sab se barii reason loss karne ki greedy hy pehle tu hum market ko seekhte nhn hain aur oper se hum ultii sidhe trading karna start kar dete hain jo k achii baat nhn hy,,,
              • #52 Collapse

                dear men ap k tamam points sy agree krta hon lekin is k elawa aek aur bahut bari waja experience ka na hona hai jis ki waja sy 90% log loss krty hen forex men jab log trading start krty hen to wo market ki present position ko dekh rahy hoty hen aur un market ki past aur future position ka andaza nahn ho pata is liye traders loss krty hen lekin jaisy jaisy un ka experience brhy ga wo market ko moment ko smjen gy aur loss nahn kren gy
                • #53 Collapse

                  Mostly traders ki in hi cheezoon ki wajah se loss ko face karna parta hai jo is thread mein mention hain, humein ek to sab se important forex ki learning leni chahiye isko start karne se pehle kyun k koi bhi kaam bina learning k nahi kiya ja sakta and agar hum learning karen ge forex ki baqi cheezein humein khud hi samjah aajayen gi jis se humein loss nahi hoga.
                   
                  • #54 Collapse

                    is main isliye ziada tar log loss kartey hain because woh is business main achi trha se experience nahin rakhtey hani aur is main enter ho jatey hain aur phir is main ziada se ziada greedy bantey hain jis ki wjha se unhen yahan par losss hi hota hey.
                     
                    • #55 Collapse

                      g han ap ne bilkul theek kaha man ap ke bt se agre krta hn bhot se log han jo k loss krty hanon ke ek he wja hoti ha wo bna knowlige or expernce k tarding krty han or markeet ka on ko pat nahi hota
                      • #56 Collapse

                        bahi forex trading main loss unko hota hai jin ko is ki sahe knowledge na ho wo knowledge k bagair apni luck per ytrade kerein aur jop loog isme lalach krte hain unko hmesha loss he hota hai is lea kbi b forex main lalch ni krni chyie
                        • #57 Collapse

                          last wala point theek nahin hai i m not agree,agar meray bas main hotaa tou main indicators ko market say hataa he detaa,Coz ye confuse Kartay hain or kuch nahin
                           
                          • #58 Collapse

                            janba forex trading main hardwork or knowledge ki base par ap profit hasil karte hain jab ap ko loss hota hai or is ki main waja lack of hardwork or lack of knowledge hota hai
                            • #59 Collapse

                              I do believe deficient o understanding will be the key reason for loss funds. Really eCommerce need highly understanding in addition to encounter. Due to the fact understanding is the best electric power with this small business. Knowledge helps make a male ideal.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex trading par zayad tarr logo ko los is liye hota ha q k wo forex par proper training ni kret han or forex par ase hee kamk rte han is liye in ko fore xpar trade ka koi experience ni hot ha or apni he ghalti ki waja sy loss ho jata ha is liye ap ko chaey k ap forex par zayad hard work karn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X