jb aap trading krty hain to khod atmad krty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jb aap trading krty hain to khod atmad krty hain?
    bhai mujy yah btaye k aap log jb trading start krty hain to aap kasa feel krty aap ko kua lgta hai aap profit kr skty hain ua aap yah feel krty hain k aap ko loss hoga kua aap ko loss ka Dar lga rahta hai
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhi jb insan new new is field ma ata ha tu hmara mind level different hota ha but wqt or experience k mind setup change hota jata ha jb bnda new hota ha tu trading k itna pta ni hota or confusion ma mubtla hota ha lakin jb aik acha trader ban jata ha tu wo cool mind k sath sb sy ply read krta ha phr apny anylsis sy trading krta ha
    • #3 Collapse

      Hame Jab Bhi Apne insta Forex bonus account ke upar threading karne chahiye Hame Apne Upar Ho Daba Na Di honi chahiye Oru second Hame Pata hona chahiye ke Amjad beach reading Karenge trading Hum acche tarike Se Kare aur Hamare analysis best hona chahiye Hamare analysis jitne Jyada best Honge Hame Apne Upar Itna Jyada trust hoga Hame chahiye k Hamesha history Kaise trading kare Kya Main Bar Bar market mein entry na Lene kare aur Market mein baar baar Hum Dekhe nahi Aur Ek Dafa take profit limit stop loss level Laga kar Hame chod dena chahiye
      • #4 Collapse

        bhai jaan ap ny thek kaha hy is mn humeny agar traiding karni hy tu is mn profit per umeeed rakhni chayeh or khud per yaqeen rakhna hy is lye humney is mn khud mn zaida sy zaida yaqeen sy kam karna chayeh is mn yeh lazmi hy ...
        • #5 Collapse

          Forex trading business mein trading ap tab hi confidence k sathh kar saktay han jab ap ko forex trading business mein learning knewledge aur experience hasil hy learning knewledge aur experience se ap confidence k sathh trading kar k profit earn kar saktay han is liye learning knewledge aur experience hasil karna zaroori hy
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: fahadashraf پيغام ديکھيے
            bhai jaan ap ny thek kaha hy is mn humeny agar traiding karni hy tu is mn profit per umeeed rakhni chayeh or khud per yaqeen rakhna hy is lye humney is mn khud mn zaida sy zaida yaqeen sy kam karna chayeh is mn yeh lazmi hy ...
            jee bhai aap ki bat thek hai new trader ko chaye k apny mind ko positive rkin or loss ka Dar nahi hona chaye agir aap profit ka sochty hain or profit hasil krny ki try krty to phir he aap ko profit bhi mila kry ga
             

            اب آن لائن

            Working...
            X