Avoid shortcuts I. forex trading - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

Avoid shortcuts I. forex trading

akr

akr

جونیئر ممبر

Yes sir forex trading aik real business hay es main jo trader big earning kay liay koi shortcuts use karta hay wo kabhi bhee earning nahi karta, es liay es main koi shortcuts nahi bilkeh mahnat and experience say hi earning possible hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>
    QasimKhan0601

    QasimKhan0601

    جونیئر ممبر

    g dost apki advice bahot achi hy aur forex k elawa bhi agr life mein shortcuts ka sahara liya jaye to aik na aik din barry loss ka saamna krna parrta hy is liey behtr yehi hy k shortcuts ko apnaya hi na jaye balky jitna possible ho in sy avoid kiya jaye
  • safi0334

    safi0334

    جونیئر ممبر

    Hame Forex trading mai shortcut School avoid karna chahiye aur Hame Pata hona chahiye key shortcuts scalping ko kehte hain scalping a Casa method hai Jis Se Hum baat nahi sakte Hame Pata hona chahiye kis scalping forex market mein sirf aur sirf large amount of instaforex Bonus account ke upar kar sakte hain Kyunki instaforex bonus account ke coach rules and regulation hai jinko agar Hum follow nahi karte trending ne To Hame lost hone ke chances Hote Hain
  • Zeeshan sahab

    Zeeshan sahab

    جونیئر ممبر

    Sir ji forex trading ek real business hy aur real business mein kahin bhi shortcut ni hota aur is bat ko apnt dimag mein fit kar lena chahiye k forex trading mein shortcuts ni liye ja sakty markit k markit ki traha aynalise kar k hi trading karni chahiye taky ek bar ni do bar ni bar bar profit ho aur hum kuch aur faida le sakein forex trading sey
  • qasimbaloch

    qasimbaloch

    جونیئر ممبر

    Dear members forex trading mein shortcuts ki koi gunjaish nhi aur jitny bhi traders trading mein shortcuts ka sahara letey hain aur agr woh thora bahot profit hasil kr bhi letey hain to uska koi faida nhi asal mein woh apna nuqsaan kr rahy hoty hain
  • loading_messages
    X