Forex learning sirf books say ho sagti hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear bro i agree with you kaun k is mn jo bnda agar book ko samjhey tu is mn acha knowledge hota hy is mn ,,,aksar mny yeh deka hy k hum is mn agar tawajh sy kam kary tu is mn humneyy boht faida ho ga is lye ap ko chayeh k is mn is ko sakhney k sath books per bhe study karney ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes dear mn ap ki bat s agree kerta hun kih forx mn learning or experience k bgair mn koi person success ni ho sakta forex mn. is ki wajah yeh kih humen sab s pehley forex k barey mn learning keren us ki phir demo account per practice karen jis tarha humen knowledge k sath sath experience mn bhi izafa hoga is liye humen learning k sath sath experience ki ashad zarurat hoti h ........
      • #18 Collapse

        g han bhai apnay buhat achi post ki ha.jo bi user is forum main a ker kam ker rah hay.wo is liya kay usko yaha say apni trading kay liya bonus mil jay jis ki madad say wo apni trading ko kerna start ker sakay.or jin course ki ap bat ker rahay hai.wo buhat passay charge karty hai.is liya har trader kay pas itnay passay nahi hotay kay wo unki fees pay ker sakay.is liya trader ko is business ko seekhnay kay liya forex bookes kay sat sat demo account main practice karty rahna cahiya.takay is say unki trading pahlay say bahter ho sakay.is say trader ko start main is business ko samajnay main problem ho gy mager baad main unkay liya is business main profit hi profit hay..
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
          My brother mera question bhe hae our main apna experience bhe app logoun k sath share kaorun ga k forex trading ki learning kia hum sirf forex ki books parh k ker sgty hain to us ka answer hai no koin k mera experience k mutabik learning main practice boht zarori hai app jo read ya study krena gay ager us ki demo account main practice nahe krean gay tab tak app ko forex ki samjh parhnay say nahe eay ge our wo professional traders jo live market pay forex trading ki learning kerwaty hain wo highly fee cost kerty hain to demo main app khud sy free main learning trading ki ker sgty hain
          Assalamu Alaikum new bhaijaan Forex trading equity critical business Hai Isko sirf aur sirf kitabo se nahi kar sakti hoon Ke Uske liye aapko practical work karna Limo Jyada Jaroori hai Kyunki agar aap Kisi practical turbhe nahi karenge to aapko market ki position or movement samajh mein nahi Aayegi isliye Mere Khayal me kitabo Se Jyada beta demo account kam karna hai
          • #20 Collapse

            Forex mai agr apnay learning karni hy to aj kal internet pe sab information mil jaati hay aur dosra yahan forums bhi aik best source hay forex knowledge ka jahan apko experienced loogoon ki bateen miles away gi aur
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              G dear member forex ko seekhna asaan nahi is k different trikay hain koi online sites se learning krta ha koi kisi senior trader se sirf or sirf books se nahi seekha jata ye ak famous or pury world main phaila huwa buisness ha is ko seekhny k liye bht mehnat ki zroorat hoti ha ak khaas planning ke througb is ko asaan kia jaskta ha .Pak forex forum is se bht achi or har lenguage main knowledge mojood ha .yahan se bht kuch learn or sath earn kr sakty hain .

              اب آن لائن

              Working...
              X